Shyam: Surjit bhai apne ghar
Shyam: Surjit bhai apne ghar ke bahar kyun khade ho aur yeh chot kaise lagi?
Surjit: hua yun ki…
Shyam: Kitni bar kaha hai ki logo se jhagda mat kiya ker, kambhakat ne maar kar tera bura haal kar diya hai, bura ho uska, kide pade use
Surjit: bas bas mein apni patni ke bare mein aur galat batein nahi sun sakta.
by Pak101.com (few years ago!) / 1008 views
Similar Jokes
ladki apna result dekh ke...
kya?
main fail ho gayi aur wo bhi english mai
..
..
..
..
..
..
..
unpossible
by Pak101.com (few years ago!)
Molve taqrir me:wo kon sa Waqt hoga jab bhai bhai ka nhi.behen behn ki nhi,maa beti ki nhi,bap bete ka nahi
Pathan:aftari ka waqt;
by hearthackervsgirls (few years ago!)
santa ko apna gadhha bechna tha
unho ne apne ek dost ko letter likha
?agar tmhen kabhi kisi gadhhay ki zroorut ho toh
mujhay yaad ker lena !?
by Pak101.com (few years ago!)
TCHR- Ande me se Murgi ka Bacha kaise nikla?
SANTA-Madam, Ye koi badi bat nhi he. Zyada Interesting Ye he ki wo Usme Ghusa kaise?
by Pak101.com (few years ago!)
1 Amma
Bus Conductar ko Roz Kaju or Badaam Khanay ko deti thi.
Conductar: AMMA, aap mujhe Roz ye Kyun deti ho?
Amma: Beta, Daant to rahe nahi, Choos kar Phenk dena Theek Nahi Lagta...:i hai.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
athan ne shesha kharida.
Pathan:- Is sheeshay ki koi guarantee?
Shopkeeper:- Ap isko 100 manzil se nichy girao, ye 99 manzil tk nhi totey ga
Pathan:- Jio SHEHZADY ker dey pack..!
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Anna : Mahangai kam karo ,
S. Pawar : Hum try karenge '
Anna : Pyar se bol rahe hai mehngai kam karo warna thappad mar ke bhi bol sakte hai
S. Pawar : Thappad se dar nahi lagta anna , anshan se lagta hai !! :P
by Pak101.com (few years ago!)
BV-Mera Manna hai Shadi ek lotery Hai
Pati-Mai aisa nahi manta
BV-Kyu
Pati-Qki lautry me dobara kismat azmane ka
mauka jo milta hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Son: Abba idher aa
Mother: Aise nahi boltey beta,
daddy ko izat k saath bulate hain,
Son: Abba izzat k saath idher aaja.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ki maut bijli girnay say hoi per us ki lash muskuratay hoay mili baghwan ne pocha aisa kiun? to sardar bola “mai nu laga koi photo khinch raiya ae”
by hearthackervsgirls (few years ago!)