Husband: Mein apni wife se
Husband: Mein apni wife se divorce chahta hu. Voh mere se 6 mahine se boli nahi.
Lawyer: Dubara soch lo, aisi wife kismat valon ko hi naseeb hoti hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 855 views
Similar Jokes
Munna Bhai:- a Circuit, apun k mind me 1 laucha
chal rela he,
ye Bagla 1 tang utha k kae ko sota he?
Circuit:- aray simple Bhai,
bolay to agar Bagla dosri tang b utha lega to gir
jai ga. . .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1Sardar aur Pathan ko 1000 rupee road per gire mile to sardar kehta ke 50-50 karte hain to Pathan bola baqi 900 ka kiya karen ge!!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pati Apni Patni Ka Janaza Le Ja Raha Tha.
Janaze Ke Aage Ek Kutta Aur Peeche Aadmiyon Ki Lambi Line Thi.
Ek Aadmi Ne Ye Dekha Aur Jab Uski Samajh Mein Na Aaya Ki Ye Kya Chakkat Hai To Jaakar Pati Se Puchha.
Aadmi: “Bhai Sahab Ye Sab Kaise Hua?”
Pati: “Ye Jo Kutta Hai, Is Ne Kaat Liya Tha”
Aadmi Ne Kuch Socha Aur Bola: “Ye Kutta Ek Din Ke Liye Udhar Mein De Do”
Pati: “Jarur, Par Peechhe Line Mein Lag Jao“
by Pak101.com (few years ago!)
print this page close window Joke True Mother-in-Law Two women came before wise King Solomon, dragging between them a young man in a three-piece suit. "This young lawyer ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Nokrani:Maalkin apki purani sarhee muje nai chaiye.
Malkin: Kyun?
Nokrani:Apki saree pehenne k bad sahab
"Aap"Ko samajh k mere paas b nai aate
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladka bhagte hue ek ladki ke pas gaya aur bola .
“mai tumse dosti karna chahta hu”, ……
.
.
.
.
.
. …..
.
.
Ladki boli : “to hamari dushmani kab thi BHAAIIIYYAA” . . ..
.
Ladka shocks… Ladki rocks
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek chota baccha bahut der se ghar ke bahar khada darwaje ki ghanti bajane ki kosish kar raha tha.Toh ek budha aadmi aaya aur kaha:
Budha aadmi: Kya kar rahe ho beta?
Baccha: Uncle, yeh ghanti bajana chahta hoon.
Budha aadmi (ghanti bajake): Yeh lo bajgaya, ab kya hai?
Baccha: Ab bhago!
by Pak101.com (few years ago!)
MOMMY To CHILDREN: Jo Meri Baat Manay Ga.
Aur Meray Aagay Kuch Nahi Bolay Ga. Main Usay Gift Dongi.
Chota Bacha: Lo G! Is Tarah To Saray Gifts Abbu Le Jayengy. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Lady 2 Doctor:
Mera Beta Motor Cycle Se Gir Gya
Doctor: I Dont Know Hindi
Plz Talk In English
Lady: My Londda Gironda From Hero Honda
by Pak101.com (few years ago!)
PIA Air Hostess Passenger se:
Aap Khana Khaeyn gayn??
.
Passenger: Choices kia kia hain???
.
....
.
.
.
.
.
.
.
Air Hostess: YES or NO-
by Pak101.com (few years ago!)