chinese lady

chinese lady pakistani lady se:
"Mere Husband ka Chalte Chalte intiqal Ho Gaya.
Pakistani Lady:
..."Bus Behan , China ki Cheezon ka Yehi Masla Hai...

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 803 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Santa: Qutub minar kaha hai?

Santa: Qutub minar kaha hai?
Pappu: Pata nahi.
Santa: Kabhi ghar se nikla karo.

Pappu: Shyam Lal kaun hai?
Santa: Pata nahi.
Pappu: Kabhi Ghar pe bhi raha karo.

by Pak101.com (few years ago!)
Similarity

Similarity between Gandhiji & Mallika…
Dono NE kapde tyag diye,
Ek NE desh ke liye,
Doosre NE Deshwasion ke liye!

by A. Sami (few years ago!)
Ghire hue badlo mai teri yaad aati hai

Ladka: ghire hue badlo mai teri yaad aati hai,

sawan k aane se teri yaad aati hai, Barish ke bundo mai teri yaad aati hai,

Ladki: haan haan janti hun mujhe teri chatri deni hai..

by Pak101.com (few years ago!)
Padai karo varna koi

Sir 2 me :Padai karo varna koi tumhe job nai dega

Me 2 sir :Padai wo log krte h jise job chahiye ham to job dene walo me se hai

by Pak101.com (few years ago!)
Sachin ki century

Afridi: Hum Sachin ko kissi bi haal main Century ki
century nehi bananey dey gey.
Shoaib: Magher hum usey rokey gey kaisey!!!!! wo
tu gazab ki form main hai?
Afridi: Hum 100 key andur hi all out ho jaey
gey...!!

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Geeta- “Seeta, meri ghadi kho

Geeta- “Seeta, meri ghadi kho gayi,
kya tumne kahi dekha hai?”
Seeta- “Nahi, chalti thi ya band thi?”
Geeta-”Chalti thi|”
Seeta- “Tab jaroor kahi chalkar gayi hogi


by Pak101.com (few years ago!)
Aj Kal Ke Bache

Aajkal k bacche.
.
Maa : Beta, Kya Kr Rahe Ho ?
.
.
Beta : Padh Raha Hu..
.
.
Maa: Wah Excellent…!!!

Kya Padh Rahe Ho..
.
Beta : Aapki Hone Wali BAHU Ke Messages.

by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa to Banta

Santa to Banta – Dr ne kaha tha k tv cabel se bache kharab hote hai aur padhai b nai krte, maine cabel katwa diya,

Banta: Good. Ye to bahut aachi baat hai,

Santa: Ab maine dish tv laga liya hai!!!

by Pak101.com (few years ago!)
Sardar saying to his friend

Sardar saying to his friend- yaar meina compeny ke computer ko jor jor se chalaya button dabaya to computer bolta he “what r u doing”. Meine computer ko na main switch se band ker diya or bhag gaya.
Dusra Dost- kyon?

Sardar yaar computer has a good mind wo Malik ko bata dega to…

by Pak101.com (few years ago!)
Teacher 2 student

teacher 2 student art ki copy pe sab train banao me 5min me aarhi hu

10min baad
te-train dikhao

stu-aap late ho gyi train 5min phle hi chali gae..

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 Molvi Sahab Ka Tota

Tootay howay dil sy piyaar

Suhaag Raat

Shohar Biwi se:

Bechari Murgi Bhi Kya Karti

Kal Fir ek Ladki

Chooohy Ko Lagi Billi Gori G..

A farmer near a field

Malik. and Noker

Translation In Hindi In Papp..

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook