When the teacher erases the board.
How do you recognize Pathan in School?
He is the one who Erases the Notes from the Book,
When the teacher erases the board.
by Abdul Hannan (few years ago!) / 824 views
Similar Jokes
Do pagal aik train mein safar kar rahay the pehlay pagal nay doosray pagal say poocha.
Pehla pagal: kia aap lahor jayeingay
Doosra pagal nahi mein Lahore jaonga.
Pehla pagal acha mein samjha aap Lahore jayein gay.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ques:Ghurbat ki intha kya hai?
Ans: Jb 1 larki 2 rupay mein kiss dene ko tayar ho
‘
‘
‘
‘
Aur aap k pass 1 rupay ho…!
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boy:i love u
girl:so jao
boy:i will die 4 u
girl:so jao
boy:i can't live without u
girl:so jao
boy:i will send u easy load
girl:realy
boy:so jao
by Sabir shah (few years ago!)
Ek baar ek husband ne apni wife ko uske dost ke
sath ghumte dekh liya.
Usne aav dekha na taav us dost ko jaan se maar
diya.
Wife ne ye dekha aur gusse se boli..
Wife: “Tum Apne Is Gusse Ke Karan Apne Saare
DoSto Se Haath Dho Bethoge”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan apny dost sy:
Aj kal kya kr rahy ho?
Dost:
Khan bhai M.Sc kr raha hun.
Pathan:
Yara jo marzi karo par sath sath parhai jari rakho…
by Pak101.com (few years ago!)
A policeman caught a Pathan driver stopping the bus at the road and began asking questions:
Policeman: “Tumne bich road pe bus Kyun rok di?”
Pathan: Hum seher mein naya aaya hai magar Kanoon nahi torta! Woh samne dekho likha hai “Bus Stop” Toh humne rok diya
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sahab shadi sey bohat dartey they, aakhir kaar shadi keliey tayyar ho gyey. Woh jis larki ko pasand kertey they us key barey mein apney ghar walon ko bataya
Sab ghar walon or rishteydaar us larki ko jantey they. Pasand sun ker amma jaan cheekh utheen, “Is larki sey shadi karo gey? woh to tum sey umar mein achi khasi bari hey”
“Abhee sey balon mein rang lagati hey”, khala boli
“Ghoomney phirney ki bhee bohat shoqeen hey”, dadi ney khabardaar kiya
“Jahez bhee kuch khaas nahi laey gi”, chacha ney bataya
“Us ka rang kisi bhee cream key istamaal sey gora nahi honey wala”, phuppi ney ahem raaz bataya
“Magar mein ney us ki ek khoobi ki wajah sey shadi ka faisla kiya hey”, sahab boley
“Woh kia? ” sab ney poocha
“Us ka dunya mein koi nahi hey…”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Aik shakhs hanpta hua railway incharj kay pas aaya aur kehnay laga.
Janab! Aanay wali rail foran rok di jaye. Rastay mein is kay ulatnay ka khatrah hai.
Chunancha khatray kay pesh nazar rail kehin door rokwa di gayi aur railway kay officer is aadmi kay sath khatray wali jagah ka muaina karnay chalay gaye. Is shakhs nay railway line par paray kelay kay chilkay ki taraf ishara kartay huye kaha: Janab! Rail ko is chilkay say phisal kar ulatnay ka khatra tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
FILM
“Looto Pakistan”
HERO:
Zardari
HEROIN:
Shery Rehman
SIDE HERO:
Yousaf Raza G.
VILLAN:
Amin Fahim & nawaz sharif
GUEST APPEARANCE:
Altaf Husain
SUPPORTING ACTOR: Fazal-ur-Rahman and asfand yar wali.
SIDE VILLANs: Chaudhry Brothers
DANCERS:
Fehmida Mirza & Kashmala Tariq
DHMAKAY DAR MUSIC BY:
Taliban
ACTION BY:
Pak Army
SUSPENSE BY: Chief Justice
FINANCED BY:
Poor People Of Pakistan
coming soon
in all mobiles in pakistan….
by Abdul Sami (few years ago!)
Actor Meera Apna Result Card Dekh Ker:
"Oh Me Fail Ho Gai,
Wo Bhi English Me.
Dispossible."...;-p
by lescol (few years ago!)