Meri Bakri
Ek Laal Gulab Ko Dekh Ker Teri Yaad Aa Gai..
Wah Wah,,,
Ek Laal Gulab Ko Dekh Ker Teri Yaad Aa Gai..
Is Se Pehly K Me Inhen Kharidta Yaar,
Unhen Meri Bakri Kha Gai.. :-D
by Pak101.com (few years ago!) / 1928 views
Similar Jokes
Khubsoorat Akhlaaq
Hazaron Musibton
Se
Nijaat Dilata Hai,,
Magar,
Bivi Se Nahi..;-p
by lescol (few years ago!)
Teacher: Itni pitai ke baad bhi tum hass rahe ho.
Funny Student: Gandhi Ji ne kaha hai, musibat ka time hass hass ke gujarna chahiye.
by Pak101.com (few years ago!)
wife tumnay mujay shadi say pahlay kio nahi bataya k tumhari pehli hi rani naam ki wife hay ?
husband: maine bataya to tha k mein tume rani ki tarah rakho gaa
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan ka ?aita Awaaz ?adal ker Apnay Master ko ?all kerta Hy..
“Maira ?aita Aaj Theek Nahi Hy, Aaj Nahi Aa ?akta”
Master Awaaz Pehchan ker Ghussay ?y ?ola..
Tum kon ?aat ker Rahay Hou?
?acha Ghabratay Huay: Mairay Abbu ?aat ker Rahay Hain..
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Bhagwan ko gussa kab aata hai?
A. jab koi ladki shaadi se pehle pregnant ho jaye,
aur uski maa
Kahe “hey bhagwan ye tune kya kiya”.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pati:Ab Jhagda Band Bhi Karo
Mai Shanti Ke Sath Rehna Chahta Hu
Patni: Ha, Jaao
Mai Bhi Shyam Ke Sath Rehna Chahti hu..
by Pak101.com (few years ago!)
Tu chand mange
Main chand dedu.
Tu raat mange main raat dedu.
Tu dil mange main dil dedu.
Tu jaan mange main jaan dedu.
Bas
Yar light na mangna, wo to wapda waly b nhe dy sakty . . . .
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Pathan Aadmi Bahut Der Se Chand Ko Dekh Raha Tha.
Aur Thodi Der Baad Bola:
"Jalte Raho Beta, Jab Bijli Ka Bill Aayega Tab Pata Chalega.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Girl: how many times do you shave in a day?
Boy: 30 to 40 times.
Girl: What, are you mad???
Boy: No I am a barber…!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher : Saach aur Veham main kiya farak hai?
Boy : Aap hum ko padha rahi hain ye SAACH hai. Aur hum padh rahe hain ye aap ka VEHAM hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)