Pathan qabrisatan me
Pathan rat k andhere me qabaristan me ghus gia
jab 45 min bad dosri taraf se ja nikala to pasina ponjhte howe kaha ye kon sa road tha itne jumps
by Sabir shah (few years ago!) / 967 views
Similar Jokes
Ek khoobsoorat si larki bus stop per khari bus ka intezaar ker rahee thee. Paas kharey ek nojawan ney usey dekh ker fiqra kasa, “chand to raat mein nikalta hey, dopeher mein kis tarah?”
Larki ney foran jawab diya, “Ullu to raat mein bolta hey, din mein kaisey?”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
During The Match,
Batsman LBW Hua:
1 Pathan Doosre Se: Log Hum ko Pagal Samajhty hain,
Yahan to Sab Pagal Hain,
Lagi Batsman ko hai Aur Cheekh Bowler Raha Hai.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Hum Saath Marne Ka Soch Kar Dariya Me Kud Gaye
Uppar Pahuch Ke Farishte Ne Bataya.
.
.
.
Beta Teri Waali To Swimming Champion Thi
by Pak101.com (few years ago!)
Trafic polic 3 pathanun ko aik bike pe dekh kar rukne ka ishara kia;->
aik pathan chalti bike se:are pagal ho gaya hai kahan baithe ga
by Sabir shah (few years ago!)
Boy:Janu tum ab badal gai ho.
Girl:Why
B:Ab mai tume Kis karta hu to tum ankhe band nai karti
G: Hramkhor pichhli bar band ki thi to purse se100 Rs gayab The
by Pak101.com (few years ago!)
USA: Hamare dog Fotball khelte hai.
JAPAN: Hamare fish dance Karte hai.
CHINA: Hamare Hathi cycle chalate hai.
INDIA: HAMARE GADHE GOVT CHALAATE Hai.;-).
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Ne Makhi K Par Kaat K Kaha "Urr Ja...
"Jab Makhi Nahi Urri To Usney Kaha...
"Sabit Hota Hai K Makhi K Par Kaat ...
Diye Jaein To Wo "Behri" Ho Jati Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
A molvi went to Zardari home and said: Qaum ko tang mat karo warna Allah ka azaab aye ga.
Zardari: Tang to Musharraf kar raha tha, Main to azaab hon.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar K Marne K Bad 62 Yamdoot Aye.
2 Yamdoot Sawal Kr Rhe The,
Or
Baki, 60 Yamdoot..
Srdar Ko Sawal Smjha Rhe The..!!
by Pak101.com (few years ago!)
Two married friends Rahul and Rohan talking on the topic of the married woman,
Rahul: Wife ko begum kyun kehte hai?
Rohan: Kyuki shaadi ke baad uske saare gum husband ke hisse mein chale jaate hai aur wife begum ho jaati hai…
by khalid hussain (few years ago!)