Pathan Tanki Saaf Karne Chatt Pe Gaya
Pathan Tanki Saaf Karne Chatt Pe Gaya
Tanki Per Qawwa Betha Tha
Pathan Jaldi Se Neeche Utra
Or Seerhi Hata K Bola:
Beta Mai To Utar Gaya
Tu Kese Ayega
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 903 views
Similar Jokes
Raat ka time jab Munna aur Chinkie apnay bed room mien so rahay thay to phone ki ghanti baji.
Voice: Aray doctor sahab jaldi aayeay! Meray betay nay blade kha liya hai.
Munna abhi jaanay k liye tayyar hi hota k dobara phone aata hai.
Voice: Doctor Sahab! Aab aanay ki koi zaroorat nahi, meray husband ko shave k liye doosra blade mil gaya hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Biscuit ka packet kharid kar do barabar- barabar tor raha tha
puchha kyon
Santa: Pretto ne bola tha 50- 50 Biscuit lane hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: is duniya me kitne desh hain? . . . . . . . .
Banta: arey pagal is duniya me ek hi to desh hai “india” Baaki sab to videsh hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Malkin: kya hua tum 3 din kam pe nai aai?
Kamwali: mene to facebook pe update kia tha ki mai gaao ja rhi hu...!
Apke husband ne comment bhi mara tha "Miss u"
by Pak101.com (few years ago!)
Wife: If I die what will u do?
Husband: Main paagal ho jaun ga!
Wife: Will u marry again after I die?
Husband: Pagal kuch bhi kar sakta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Banta: Kal Muje 10 logo ne Peeta. Santa: Phir tune kya kiya? Banta: Maine kaha salon ek-ek karke aao. Santa: Phir? Banta: Phir kya, Salon ne ek-ek karke dubara Peeta !
by Mazhar Khan (few years ago!)
In Zardarion say dosti achhi nahi Faraz,
Tu Sadar-e-Pakistan hay kuchh to khayal kar !
by Abdul Sami (few years ago!)
Ek Pathan Gabraya Hua Doctor Ke Pass Gaya Aur Bola
Pathan: “Dr. Sahab Mere Bete Ne Chaabi Nigal Li Hai.”
Doctor: “Kab?”
Pathan: “Teen Mahine Pehle”
Doctor Hairani Se: “To Tum Abi Tak Kya Kar Rahe Thhe?”
Pathan: “Ji, Hum Duplicate Chaabi Se Kaam Chala Rahe Thhe.“
by Pak101.com (few years ago!)
Ek chor Sardar ka mobile le kar bagh gyia.
Dost: wo tumara mobile le kar bagh gyia or tm hanas rahe ho,
Sardar: bagne do charger tu mere pass hai.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Beggar: 20 rupaiya dedo sahab. girlfriend ko phone
karna hai.
Sahab ki girlfriend: dekho,
bhikari bhi apni girlfriend ko kitna pyar karta hai.
Beggar: nahi memsaab, use pyar karne ke baad hee
main bhikari ban gaya hoon.
by Tanveer Hussain (few years ago!)