Ardar Roz Subha 100
Ardar Roz Subha 100 Ladkiya Mera Intezaar Krti Hein,
Pappu - Aree Vaha Wo Kese ??
Sardar- Meine Girls College Bus Ka Driver Hoo Naa.......
by Pak101.com (few years ago!) / 987 views
Similar Jokes
Dil to chahta hai
.
.
.
.
.
Chapal utaar k
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Boot pehn loon Sardiyan jo aa gayi hain!
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: Es mohawary ko Jumlay mai estimal karo
"Mun mai pani ana"
.
Sardar Student: Jese hi mai ne nal ko mun se lag kar nal chalo kia tu mere mun mai pani agia
by Jawad Ali Abbasi (few years ago!)
1 Makkhi ganjay k sir per jaa baithi.
Dusri Makkhi ne kaha, “Wah! kya ghar mila hai tujhay”
‘Pehli Makkhi boli,’ “Nahi, abhi to sirf plot kharida hai
by haleema sadia (few years ago!)
Sheikh;Kela Ktne Ka H?
Dkandar 5 Rupay Ka
Shekh;2 Rupay Ka Dena H?
Dukndr;2 Rupay M To Chilka MilyGa,
Shekh;Ye Lo 3Rupay Chilka Utar Lo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Aik patient Munnabhai k paas aaya, Munna nay us ka chekup kiya aur bola
Munna: Tumharay pass ziyada waqt nahi hai
Patient: Meray pass kitna time hai.
Munna: Dus (10)
Patient: Kya Dus.... Minute..... Ghantay.......... Din......?
Munna: No (9), Aath (8), Saat (7),.......
by Mohammad Ali (few years ago!)
Ek aurat Pathan
inspector se:
Mera husband ek haftay pehle aalu lene gaya tha abhi tak wapis nahi aya
.
.
Pathan inspector:
”To behan kuch aur paka lo”
by Pak101.com (few years ago!)
aik faqeer: bachay say Allah kay naam par aik rupaya day do
bacha faqeer say: tum to hatay katay ho kama kar khao.
faqeer: aik rupaya manga hai mashwara nahin
by Muneeb Alam (few years ago!)
nanna,chacha jan aap ankhein band kar lein. Chacha, herat se kune bhai kya bat hay. Nanna,chacha ammi jaan kehti hain jab tumhare chacha jaan ankhein band kar jayein gain to humhein bohot si dolat mile gi.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pappu: What''s the difference between Confidence and Confidential?
Santa: yo are my son I''m Confident. your friend is also my son, that''s Confidential.
by Pak101.com (few years ago!)
Kunwaro se log puchte hai ki tumhari ab tak shaadi kyon nahi huye?
Kunware bhi jor se kahte hai: jaako rakhe sayeean mar sake na koi.
by Pak101.com (few years ago!)