shadi ho gai
Santa - Apki shadi ho gayi?
Banta - Haji, ek ladki se hui hai.
Santa - Shaadi to ladki se hi hoti hai.
Banta - Nahi ji meri bahan ki to ladke se hui hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1495 views
Similar Jokes
Pathan: Mera yaar aaya hai chai to bana do.
Wife:
Mein nahi bana rahi.
Pathan
Bana de jab tera yaar aaye ga to mein b bana
doonga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Airhostess: Sir ap kia lain gy?
pathan: Milk badam, kheer,pakora, tandori chicken wid naan & niswar
Airhostess: Sir tusi jahaaz ty aaye ho apny peo dy viaah ty nhe
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aaj to Maa ne bhi saaf bol diya…
ki
Beta, Wife Aisi Lana Jo
Facebook Na Use Karti Hoo,
Ghar Mein Aur Kuch Kaam Bhi Hote Hai
by Pak101.com (few years ago!)
Me dilse dua karta hun k Allah ap ko
imran,
asif,
nasir,
faisal,
masood,
bilal,
sohail
aur wasif de,
8 bache kafi hain ya aur bi mangun
by Sabir shah (few years ago!)
Santa-Ye Computer Aapke
Workload Ko 50 Percent Kam Kar
Dega. Banta- To Fir Main 2 Lunga.
by Pak101.com (few years ago!)
haadi Me Dulha K Saath Barati Kyun Jate Hain ?
.
.
.
.
Kyun K Log Kehte Hain K Kisi K Sukh
Main Jao Na Jao
Par
Dukh Main Zarur Jana Chahiye … ;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Naqalon Say Hoshyar Asli Sms Ki Pehchan.
Hamara Har Sms Anokha Naya Aur
Aap K Mayar K Mutabiq Hota Ha.
Puranay Ghisay Pitay Aur Bazari Sms Say Parhaiz Kijiye.
Tabiyat Ziyada Bor Ho Tou Hamaray
Number Pay 50 Ka Load Send Kar K 1000 Asli Sms,
Aur
100 Ka Load Karwa K 1 Month Tak Free Sms Receive Karain.
Khushi,
Ghum,
Bewafai,
Funny,
Har Variety K Liye Advance Booking Ki Saholat Mojood Ha.
Naiz, Shadi Biyah Birthday K Liye Sms Order Par Bhi
Tayyar Kiye Jate Hain.
Note: Ghareeb Aur Miskeen Log
Sirf Jumerat Ka Intezar Karen :P
by Mazhar Khan (few years ago!)
One million copies of a new booksold
In just 2 days due to typing error of 1 alphabet in title.
"An idea,that can change ur wife''
While real word was(life)
by Abdul Basit (few years ago!)
Kid:Dad, Can We Go To McDonald?"
Dad:Only If You Can Spell Mcdonalds Kid:Thought For A Mint, Turned Around N Said Can We Go To KFC Instead?"
by Azhar Ali (few years ago!)
ik sardar apny gar k bahar exercise kar raha tha
qareeb se ghuzarty hoay admi ny kaha
"wa sardar sahib kia body hai"
Iss pr sardar bola ..........
ye to kuch b nai andar ja kar meri biwi ko dekho
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)