jahaz main kafi log
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the
achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira,
jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik
nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal
aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao,
ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1029 views
Similar Jokes
MEMON K VALIMAY May,
Bar Bar PANI Pesh Kia Ja Rha Tha,
Tang Akar 1 Aadmi Nay Kaha:
Janab Halaq May Pani Phans Gya Hai Kia Thori Si BIRYANI Milay Gi;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Nepali ko chirag mila.
Jin nikla bola: 3 wish mango!
Np:
1.Ek Bara bangla
2.Ush men khoob daulatmnd aadmi
3.Ushka Chokidar humko bana do.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Molvi pathan se: sana aati hai?
Pathan :sana to nahein aati par us ki choti behn saba aati hai.
by Ramzankhan (few years ago!)
Ustad Pathan se:
Allama Iqbal k ic shair ki Tashrih kro.
"Khol aankh zmin daikh, falak daikh, fiza daikh, Mashriq se ubharty hoy soraj ko zra daikh"
Pathan: Ic shair me Alama Iqbal kehtay hain k
"GOOD MORNING"
have a nice day.
by lescol (few years ago!)
Pathan 2 shopkeeper: Bhai sahb 1 rupia ka Easy Load kardo
.
Shopkeeper: 1 rupey ke load se kesi ko call karni hai ya msg?
.
Pathan: Karna tu kuch bhi nahi,
Bus aisy hi paisy urany ki adat hai
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
1 Memon Road Se Guzar Raha Tha
Achanak Usne Jhuk Kar
Road Se Kuch Uthaya
Aur Zoor Se Chillaya
Kameenaay Log
Poti B Aesi Kartai Hen
Jaisay Koi Samoosa Para Ho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife bathroom se naha ke nikli to Santa use ghur
raha tha!
Wife romantic hokar:
Kuch karne ka irada hai kya?
Santa 2 thappad maar ke bola:
Mere garm pani se kyu nahay
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Patni-Sasurji Ne Dusri Shadi Kar Li, Aap Unse Kuch Kehte Q Nahi
Pati-Q K, Unhone Mujhse Wada Kia H
Koi Acha Sa Rishta Dekh K Teri B Karwa Dunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Tum na bahut woh ho (now what the hell is 'woh')
Mujhe tumse ye umeed nahi thi (no one will ever know what was their 'umeed')
Tum pehle jaisi nahi rahi (they will themselves change you as time passes and then throw this dialogue)
by Pak101.com (few years ago!)
1 Khan Roti Ke Uper Roti Rakh
Ke Kha Raha Tha
Biwi Ne Poocha: Khan Saheb Kia Hua?
Khan : Tabiyat Kharab Hai
Doctor Ne Double Roti Khane Ko Kaha Hai
by Pak101.com (few years ago!)