Agar do pipal ke Pedon ko
Q: Agar do pipal ke Pedon ko ek rassi se bandh diya jaye to us rassi ko kya kahenge?
A: Us rassi ko bolengey NOKIA - Connecting pipal
by Pak101.com (few years ago!) / 1078 views
Similar Jokes
Larka dost se :
yar mai ne apni Girl Friend ko
uski birthday pe apni behan ki
new diamond ring chori ker k
gift de di,
Dost (Thapar maar kar) :
kaminey Itni mehngi kharidi thi
maine
Larka: salay marta kyun hai
tere ghar he to wapis gayi
hai…:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Malik: Abhi tak tujh se machar nahi maray? Mairy kaano'n mai gunguna rahay hain
.
Nokar: Sahib! Mai ne machar mar deye hain, yai tu unki bewiyan hai jo bewa ho kar ro rahi hain
by Pak101.com (few years ago!)
yamraj hijde se bole-lao tumhara hisab.
dunia me kya krke aaye ho?
hijda-aaye haye harami, abe de ke kya bheja tha jo hisab mang rhe ho.
by Pak101.com (few years ago!)
Phatan ne Doctor ko bohat mara: Logo ne pocha kyou?
Phatan: Etni garmi main kehta hy Paani Boil Kar k Piyo
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha: . Jes
Pathan 1st Time Jahaz Pe Baitha:
.
Jesy hi Jahaz ka Agla Tyre Ooper Utha, Tu Pathan Pilot ko Maarny Laga.
.
Aur Bola:
.
Mai Pehlay He Dara Huwa Hon
.
Aur
.
Tum Wheeling Kar Rahy Ho. …
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Kante bhare raston par kon ap ka sath de ga
Ami abu bv behan bhai friend girl friend
No
Sirf aur sirf ap ki chapal
A silent msg bye mushtaq mochi
by Sabir shah (few years ago!)
Baap Betey Se: Beta Btao "ALIF" Se Kya Aata Hai?
.
.
Beta: Ye "ALIF WALIF" Se Aaj Kal Kuch Nahi Aata.
.Sab Paisey Se Aata Hai. :-)
by Pak101.com (few years ago!)
22 Saal Ho Gaye Par,
Abhi Tak Ek Cheez Bilkul Nahi Badali,
Parle-G Biscuits Wala Ladka, Abhi Tak Bada Nahi Hua.
by Pak101.com (few years ago!)