Camp nurse
Jack went to see the camp nurse. I fell last night,
he said. And I was unconscious for eight hours. The
nurse was shocked.
How awful. What happened? I fell asleep!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1039 views
Similar Jokes
Agar aap ki shadi nahi ho rahi,
to
har Namaz k baad
7 dafa
Apni ammi ki
taraf
moun kar k
zor zor se chillayen…
Meri shadi karvao
by Pak101.com (few years ago!)
Santa-ALLAH k Naam pe Kuch de do
Banta 100 ka Note Dikhate Hue Kya Tumhre Paas 50 he
Bhikari Khushi se
Ji ha
B:To Pehle wo Kharch kar
by Pak101.com (few years ago!)
A Very-Very Classic Insult...
Girl: Main Abhi-Abhi Beauty Parlour Se Aa Rahi Hoon...
.
.
.
.
.
Boyfrnd: Are!!! Aaj Bhi Band Tha Kya...??? :
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pakistani Ne Ek Indian Ko Chidane Ke Liye Puchha
“Indian Aur Kutto Mein Kya Farq Hai?”
Indian Ne Muskurate Hue Bade Pyar Se Jawab Diya
“Sirf Border Ka“
by Pak101.com (few years ago!)
Summer vacation is tough.
We only have three months to forget what it took
us nine months of school to learn.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Tum late kion aye ho?
Student: Ammi Abbu lar rahy thay eslie
Teacher:Wo lar rahay thay tu tum kion late aye
Student: Mera ek joota ammi ke pas tha owr ek abbu ke pas
by inayat khan (few years ago!)
Pita Tum Pass Nahi Hue Ho Tumhara Naam Paper
Me Nahi Hai
Beta Sabhi Panne Bhare Hue Hain,
Ab Mera Naam Kahan Likhte.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan shop pe ja k: aik kilo bhains ka dudh de do.
Shop keeper: tmhra brtan chota hai.
Pathan: acha bakri ka de do..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
TEACHER:-Kabir ka koi doha sunao..?
STUDENT:- ganga ji k ghat pe ghatna ghati gambheer, Raheem le gayo Meera ki Pappi fas gaye sant Kabeer...
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Bathroom Mein Betha Tha…
Saamny Likha Tha
Paani Ka Ziyada Se Ziyada istmaal Karein.
Wo
Bethy Bethy 3 Lottey Paani Pi Gaya.
by Pak101.com (few years ago!)