A young couple drove several

A young couple drove several miles down a country road, not saying a word.

An earlier discussion had led to an argument, and neither wanted to concede their position.

As they passed a barnyard of mules and pigs, the husband sarcastically asked,

"Are they relatives of yours?"
"Yes," his wife replied.
"I married into the family."

by Mohammad Ali (few years ago!) / 973 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Funny

billi 1 sheikh k ghar se roti hoi nikli.
kisi ne billi se ronay ki wajah poochi,
billi ne jawab diya
‘ik tey menu marya utton mera choowa v kho laya”

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Tumhari patni ka bhai lagta

Tumhari patni ka bhai lagta tumhara saala hai
Wah Wah

Tumhari patni ka bhai lagta tumhara sala hai

Daya says: Abhijeet mujhe to lagta jaroor daal mein kuch kala hai

by Pak101.com (few years ago!)
Chori Karna Paap Hai

Santa Ne Ek Bar Bus Mein Ek Chor Ko Ek Aurat Ka Purse Churate Dekh Liya.

Chor Ne Gabrate Hue Santa Ko Kaha: “Ismein 1000 Rs Hai, Tum Kisi Ko Batana Nahi Hum 50-50 Kar Lenge.

Santa Khush Hote Hue: “Thik Hai, Par Baki Ke 900 Rs Ka Kya Karenge?“

by Pak101.com (few years ago!)
Humne Aik Aisa Cheez Banaya

Pathan : Humne Aik Aisa Cheez Banaya Hai Jiske Zareye Deewar Ki Dusri Taraf Dekha Ja Sakta Hai,

Scientist: Wo Kya Cheez Banaya Hai Tumne?

Pathan: "SORAKH"

by Mohammad Ali (few years ago!)
Do Admi Train Par

Train mein 2 aadmi safar kar rahe the...
1st : Kahan se aa rahe ho?
2nd : Chandigarh se
1st : Wahan se toh mai b aa raha hu. Chandigarh
me kahan
se aa rahe ho?
2nd : Sector 41 se
1st : Wahan se toh Mai b aa raha hu ye btao Sector
41 mein
kahan se aa rahe ho?
2nd : Sector 41-A se
1st : Wahan se to Mai bi aa raha hu ye batao
Sector 41-A se
kis ke ghar se aa rahe ho?
2nd : Gautam sahab ke ghar se
1st: Wahan se toh Mai bi aa raha hu acha ye batao
kahan ja
rahe ho?
Aas paas k musafiron ne tang aa ke kaha aakhir
tum dono ho kaun..??
Dono aadmi : Hum dono bhai hain, bas time pass kar
rahe
hain :P :D

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan

Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
.
.
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai?
.
.
Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi!
Par Abba subha se "Vibration" pe lage huye hain

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
I want To marry my Grandma!!

Kid: I want To marry my Grandma!!!

Dad: What You Want to marry My Mom Stupid!

Kid:- Why not ? You have married mine

by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki thi diwani si, sunder si lambi s

Ek ladki thi diwani si, sunder si lambi si,

Nazrein jhukake sharmake galion se guzra karti thi

latak matak chalti thi, aur kaha karti thi,

Bartan Lelo Bartan

by Pak101.com (few years ago!)
Janu sawera ho gaya

Satna’s BV: Janu sawera ho gya jago
Banta’s BV: Chaand dhal gya jago
Singh’s BV: Darling it’s dawn get up
Major Rohail’s BV: OYE! Subha ho gae mera husbnd
ane wala hai

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar selected a short girl

Sardar selected a short girl to marry.

Why?Because guru ji told him

Musibat jitni choti ho utna acha hai

by Pak101.com (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

1 ladka ladki ka picha kr ra..

1 ladka ladki ka picha kr ra..

Patient To Nurse

APRIL FOOL manaya

Santa- Insaan Ko Zindagi Mei..

What is the difference betwe..

1 Ship 300 pagalo ko le ja r..

Baap ne Bete ki Talashi Li

Sardar: Tum Shadi Shuda Ho?

Darling, if you marry me

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook