Pathan
Aik Pathan Malaria se Kaanp raha tha:
.
.
Doctor: Aaya or Pucha kia huwa hai?
.
.
Uske bete ne kaha: Bemaari ka to pata nahi!
Par Abba subha se "Vibration" pe lage huye hain
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 1126 views
Similar Jokes
Ek murgi aur uske teen bache road cross kar rahe the.
Road cross karne ke baad murgi ke ek bache ne kaha, “Aakhir hum paanchon ne road cross karliya”.
Paanch kaise?
.
Socho Socho …
.
Kaise Hua?
.
Aur Jara Socho
.
Are bacha hai, kuchh bhi bol sakta hai.
by Pak101.com (few years ago!)
1 Molvi dua mang raha tha
kash shahadt ki moat mil jaye
Pathan:ye nhi ho skta.
Molvi:wo Q?
Pathan:Jahad pe to tu ne jana nhi or
halwe may ksi ne bomb rkhna nhi.
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Two Sardars
1st sardar: oye agar neend na aaye to kya kia jaaye?
2nd Sardar: Neend ka intizar karne se achha hai ki banda soo hi jaye
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Senior Doctor Junior Doctor Se:
Ward No. 12 Main Behosh Paray Patient
Ki Kya Report Hai?
Junior Doctor:
Sir Uska Tou Maine Post Mortem
Kr Diya…
by Pak101.com (few years ago!)
Baba-e-Qaum: Muhammad Ali Jinnah
Quaid-e-Millat: Liaquat Ali Khan
Madar-e-Millat: Fatima Jinnah
Aur Ab . . .
Bhabhi-e-Millat: Sania Mirza. :-)
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: Bakri se door bhag raha tha
Banta: Bhag kyon rahe ho
Santa: Mere Papa ne kaha tha mere dimag me bhoosa bhara hai, soch raha hun kahin ye kha na jaye
by Pak101.com (few years ago!)
Ques:Ghurbat ki intha kya hai?
Ans: Jb 1 larki 2 rupay mein kiss dene ko tayar ho
‘
‘
‘
‘
Aur aap k pass 1 rupay ho…!
by Mazhar Khan (few years ago!)
SARDAR k betay ki baraat thi Sardar 250
SARDAR k betay ki baraat thi
Sardar 250 afraad le k pohncha,
Larki ka baap: Tum ne tou kha tha k 50 bandey honge?
Sardar: bande 50 e ne, baqi saarey chawal ney.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Husband: Lagta hai Paros ma Bakra Halal ho raha hai Acha hai aaj Gosht nahin lana parrega
Bv: Tum apnay kaan saaf karwao Altaf Bhai TV pe khitab kar rahe hai
by tanveer hussain (few years ago!)
1 Memon Road Se Guzar Raha Tha
Achanak Usne Jhuk Kar
Road Se Kuch Uthaya
Aur Zoor Se Chillaya
Kameenaay Log
Poti B Aesi Kartai Hen
Jaisay Koi Samoosa Para Ho.
by Tanveer Hussain (few years ago!)