Write a note
LECTURER: Write a note on Gandhi Jayanti.
CIRCUIT WRITES: Gandhi was a great man,
but maa kasam i dont know who is Jayanti.
Koi locha-lafda hoga buddhe ka!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 862 views
Similar Jokes
Hitler Says: There Is No Word Like IMPOSSIBLE In My Dictionary
Sardar Says: Ab Bolne Se Kia Faida?
Jab Kharidi Thi Tab Hi Check Karna Tha Na
by Pak101.com (few years ago!)
Jis waqt khuda ne tumhain banaya hoga,
ek saroor sa uske dil pe chaya hoga...
pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun..
phir ussay zoo ka khayal aaya hoga..
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikari Pathan Se: Mujhy Khaany ko Kuch Mil Sakta hai.
Pathan: Kal Ki Roti Kha lo Gay?
Bhikari: G Han.
Pathan: Acha to Phir Kal Time Se Aa Jana
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Maths teacher: If you have 12 chocolates and you give 5 to
Priya, 3 to Sonia & 2 to Neha then what will u get????
Student: 3 New Girlfriends Mam!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Mohan thand mein buri tarah se kaanp raha tha, uske bete ne doctor ko phone lagaya aur kaha: Doctor uncle jaldi se ghar aa jao.
Doctor: Kaya hua?
Beta: Bimari ka pata nahi , per haan papa subhah se vibration mode per hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Papa to Santa: Teri class vich sab to mehanti bacha kon hai?
Santa: Mein han ji.
Papa: Oh kaise ?
Santa: Ji baki sab bache araam naal chairs te baithe rehnde ne te mein bench te khada rehnda haan ji.
by Mohammad Ali (few years ago!)
GAAV me BIJALI aane wali h sunkr log nach rhe
the.
1 KUTTA b jum rha tha.Logo ne pucha,tu Q khush
h?
Wo bola BIJALI aayegi to khambe b to lagenge
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 pagal aadmi bahut der se chand ko dekh rha tha.
aur thodi der baad bola jalte raho beta,
jab bijli ka bill aayega tab pata chalega.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Ladka Jyotish Ke Paas Apna Haath Dikhwane Ke Liye Jata Hai.
Jyotish Ladke Ka Haath Dekh Kar Bola.
Jyotish: ?”Beta, Tum Bahut Padhoge?”
Ladka: “Baba, Padh To Main 8 Saal Se Raha Hoon, Ye Batao Ke Paas Kab Hounga?“
by Pak101.com (few years ago!)
'3 bar lion roar karay to kia hota ha???
??
Tom and Jerry shuru hota hai :....'
by Mazhar Khan (few years ago!)