Ek larki coke pe rhi thi
1 ladki COKE pi rahi thi,
achanak usme se 1 Machar nikla or bola "MAA"
Ladki-Me teri maa nhi hu.
Machar- Aisa na bol maa me teri COKE se nikla hu.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1504 views
Similar Jokes
Pathan apni Parrosan se: Mrs Thakur! Mai ne Aap se kaha tha k apne betay ko meri naqlien utarne se mana krien!
Kya usay mana kia?
Parrosan: Yes! Main ne usay mana kia k janwron jesi hrkat na kia kro.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher to Student: Kid, your essay on "My Dog" is exactly the same as your brother's. Did you copy from him?
Student: No, teacher, it's about the same dog!
by Pak101.com (few years ago!)
Tamam
Pakistani Bhaiyon Aur Unki Behnon
Se Appeal Hai. Ke Please Aamir Khan
ki New Movie “3 IDIOTS” Na Dekhen.
Kyon K . . Woh Abhi Tak Release He
Nahi Hui Hai.
by Åkásh khãñ (few years ago!)
Pathan dost se':kia teri chaadi me 2 sorakh hain?
Dostghbrate howe:nai to;-
pathan:pher tangen kahan se dalta hai?
by Sabir shah (few years ago!)
Boy: I love you i can't live without u..
Mar jaunga,Mit jaunga,tere pyar me
fanah ho jaunga.. :( Girl : Hmm.. Dekh le jaise b tujhe thik
lage.
by Rizwan Ajmal (few years ago!)
4 Pathan Janazay ko Tezi se le kar
Qabron k Ooper se Guzar Rahe Thay:
Aadmi: Oye Sharam Karo! Neechay Laashain Hain.
Pathan: To Ooper Konsa Humne VCR Uthaya huwa hai?
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ik aadmi ki 6 fingers thi.
Log usko Santa kehte the...
batao kyon?
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
..
Kyonki uska naam Santa tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Bahu: Maaji, yeh abhi tak nahi aaye, kahi koi ladki ka chakkar toh nahi hai unke ?
Maaji: Are kalmuhi tu toh hamesha galat hi sochti hai, Ho sakta hai ke kisi truck ke niche aa gaya ho!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Batao Is Dunya Ka Sab Se Shareef Insan Kon Hai??
.
Pathan: Yara Ab Hum Apni Tareef Khud Kese Ker Sakta Hai.. :-)
.
Sardar: Acha Batao Sab Se Be-Emaan Insan Kon Hai??
.
.
Pathan: Yaaaar, Ab Hum
Tumhara Naam Lega To Tum Hum Se
Naraz Ho Jaye Ga.. ;-p :-D
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher Gusse Mein: Pappu, tum kis liye college aate ho ?
Pappu: Vidya ke liye teacher…
Teacher: Toh class mein so kyu rahe ho ?
Pappu: Aaj vidya nahi aayi hai sir…
by Pak101.com (few years ago!)