Sab Se Shareef Insan Kon
Sardar: Batao Is Dunya Ka Sab Se Shareef Insan Kon Hai??
.
Pathan: Yara Ab Hum Apni Tareef Khud Kese Ker Sakta Hai.. :-)
.
Sardar: Acha Batao Sab Se Be-Emaan Insan Kon Hai??
.
.
Pathan: Yaaaar, Ab Hum
Tumhara Naam Lega To Tum Hum Se
Naraz Ho Jaye Ga.. ;-p :-D
by Pak101.com (few years ago!) / 3162 views
Similar Jokes
Admi: Apko garmi lagti hai tu kia kartay ho??
Sardar: AC ke qareeb baith jata hon
Admi: Phir bhi garmi lagy tu kia karty ho?
Sardar: Phir AC ko ON kar laita hon
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Sardar apne Marriage Certificate ko ek ghante se dekh raha tha.Biwi boli:tussi inni der se ki dekh rahe ho?
Sardar:Expiry Date dekh raha hu. ..
by Pak101.com (few years ago!)
Ap k liye jaan kon de skta Hy?
Select NO.
1
2
3
4
5
6
7
8
9
Plz Rply
.
.
.
Mt krna
.
.
Apko ghr me 2sri dfa salan koi Nhi Deta jaan kon dega!!! HAHAHAHAHAHAHA.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Boyfriend:
Main Tumhari Roz Roz ki
Farmaishon se Tang Aa kar
'Khud Kushi' kar Raha hun.. =/
... ... Girlfriend:
Achha.. 1 White Suit to Dila do,
13vee pe Kya Pehnungi
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Butterfly Dekhni Hai
Santa was Throwing Pieces of
Butter Out Of The Window
Jeeto : Kya kar rahe ho tussi?
Santa : Ojee, Mujhe Butterfly dekhni hai
by Pak101.com (few years ago!)
Bahu: Maaji yeh abhi tak nahi aye, kahi koi dusri Aurat to nahi hai?
Saas: kalmuhi hamesa ulta sochti hai aisa bhi toh ho sakta hai kisi truck k niche a gaya ho....
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Patni: Kaash tum aise SMS hote jise
Main Zindagi bhar save karke rakhti!
Pati: Air kaash tum
aisi ringtone hoti jise
main har hafte badal sakta….
by Pak101.com (few years ago!)
Girl:" Mai Tumhare liye Aag pechal sakti
hoon, Naddi me kood sakti hoon..
.
.
Boy:" love u jaanu..? kya Tum mujhe Abhi Milne Aa sakti
Ho ??
.
.
.
. .
Girl:" Pagal ho kya itni dhoop
me... :p :O :D
by khalid hussain (few years ago!)
Malik: Tum bathroom me kyu ghus aaye, kya tumhe pata nahi tha ki mai naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mai samjha tha begum sahiba hai.
by Pak101.com (few years ago!)
Husband Ke Birthday Par Wife Ne
Puchha – Kya Gift Du?
.
.
.
.
Husband :- Tum Mujhe Pyar Karo,
Izzat Karo Aur Hamesha Mera Kehna
Maano.
Bas Yahi Kaafi Hai.
Wife:- ( Kuchh Der Sochne Ke Baad )
Nahi Nahi Main To GIFT Hi Dungi.
by A. Sami (few years ago!)