Malik: Tum bathroom
Malik: Tum bathroom me kyu ghus aaye, kya tumhe pata nahi tha ki mai naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mai samjha tha begum sahiba hai.
by Pak101.com (few years ago!) / 954 views
Similar Jokes
Class Mein Madam Padahane Ke Mood Mein Nahi Thi,
To Madam Ke Dimag Mein Ek Question Aaya Aur Bachhon
Se Puchne Lagi.
Madam: "Agar Tumhare School Ke Samne Koi Bomb Rakh
De To Tum Kya Karoge?"
Pappu: 'Ek, Do Minute Dekhenge Agar Koi Le Jata Hai To
Theek Hai, Nahi To Stafroom Mein Rakh Denge"
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
Sardar se: ye btao k barish k sath bijli
kiun chamkti he,
Sardar: g Oo iss wastay k pata chal saky
k keri keri jaga sukki reh gai ae
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek Baar Main Office Mein Betha Hua Tha, Mere Boss Ka Ek Sms Aya
Oye Koi Achha Sa Joke Bhej
Maine Reply Kiya: Sir Abhi Main Kaam Kar Raha Hun, Kuch Der Baad Bhejta Hun
Boss Ka Reply Aya
Abe Kya Mast Joke Tha, Aur Bhej
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne Sardar Se Haath Milate Huay Us K Haath Per Kharish Ki
Sardar Bola:
Khan Sahab Hum Aisa Nahi Hy…!
Pathan:
O’Yara!Pochna To Humara Farz Hy Na!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Andha Police Me Bharti Hone Ke Liye Gaya.
Officer Ne Pucha "Tumhe Hum Kis Liye Rakhe.?"
Andhe Ne Fauran Jawaab Diya "Andha-Dhund Firing Ke Liye."
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sahab dosray sahab se: Bhai ye khushiyan kiya hoti hen?Dosray sahab: Pata nahi bhai, meri to kum umar me hi shadi ho gaii thi.
by tanveer hussain (few years ago!)
wife : Look A Thief Has Entered Our Kitchen N He Is Eating D Cake Prepared By Me
Husband: Whom should I Call Now Police Or Ambulance..
by hearthackervsgirls (few years ago!)
apnay hi hotay hn jo pajama kheench k bhaag
jaatey hain
faraz
warna gheron ko kya khabar k tum rebber walii
shalwaar pehente ho
by Tanveer Hussain (few years ago!)
I asked my new girlfriend
what sort of books she is interested in.
She said: Cheque books
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ek sharabi akash ki taraf ishara karke bola: Yeh suraj hai ya chand?
Dusra Sharabi: Pata nahi bhai, mein bhi is shehar mein naya hun.
by Pak101.com (few years ago!)