veena ke baari
Jeet Chuke Hum Her Jung,,
Ab Yeh Baazi B Hamari Hai,,
Boht Zaleel Ho Chuke
Faraz
Sardar
Aur Aapa
Ab
VEENA Ki Baari Hai
by Nilesh Kumar (few years ago!) / 906 views
Similar Jokes
Boss: Tumhe driver ki job de raha hun. Starting salary Rs.2000/-. Theek hai?
Funny driver: You are great sir! Gaddi START karane ki salary is o.k.......but? ? Gaddi chalane ki salary kitni hai... sir jio?
by Pak101.com (few years ago!)
Do Aurton Ko Bees Saal Ki Saza Mili.
Bees Saal Ek Sath Jail Mein Guzaar Kar Jab Dono Rihaa Hui.
Toh Ek Ne Kaha: “Chalo Abb Baqi Batein Ghar Ponch Kar Karte Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:ap ka dost aur ap ki girlfriend doob rahe hain to ap kis ko bachao ge.
Pappu:doone do donon ko sale akale kia kar rahe the.
by Sabir shah (few years ago!)
Agar life main kabhi koi mistake ho jaye .
To 2 minute apni ankhain band karo Or socho
.
.
.
ke
.
.
.
.
. Iska ilzam kispar lagaya jaye =D
by Pak101.com (few years ago!)
1 admi doston ki mehfil se raat late ghar gaya dosto ne pucha k wife ne kuch kaha to nahi admi bola nahi kuch khas nahi, bus ye 2 dant to mai wesay bhi niklwane wala tha
by Pak101.com (few years ago!)
Faqeer: ALLAh k nam par ek rupiya do
Dokandar: Baba kal ana ,
Faqeer: Es kal kal ke chakar me
Es Market me mere Lakhon rupay phanse howe hain
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Doctor Ne Khansi K Mareez Ko
Motion Lagnay Ki Dawa Day Di.
Compouder:
Aap Ne Motion Ki Dawai Kyun Di?
Doctor:
Ab Wo Khansney Se Pehlay
100 Dafa Sochay Ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladke ne jockey ka underwear kharida. 2 din bad woh gaon chala gaya.
Waha usne apni dhoti upar karke sabko dikhaya.
Baad mein ghar pahuncha toh pata chala ki underwear toh chair par para tha!!
by khalid hussain (few years ago!)
1 sardar rail ki patri per so gaya .
1 aadmi ne kaha kya kar rahe ho? Train aayegi to mar jaoge!
Sardar: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua, train kya cheez hai?
by Mohammad Ali (few years ago!)
Me ne jo apne girl friend ko parde me rahne ka kaha to us ne foran poilce ko kah dia my boy friend is taliban
by Sabir shah (few years ago!)