Saas: beti ab tum mujje
Saas: beti ab tum mujje apni maa or apne Sasur ko pita hi samjhna,
Tabhi darwaje par ghanti baji,
Bahu ne darwaja khola to pati aaye tha
Saas: Kon aaya hai beti,
Bahu: Maa bhaiya office se aaye hai.
by Mohammad Ali (few years ago!) / 927 views
Similar Jokes
Clas Mein Teachr Bachhun Ko Smgha Rhi Thien K ,
Kaise Asman Se Frishtey Aatey Hein Ar Ap Ko Chotey Chotey Behn Bhai Gift Krte Hein.
Clas Mein Bethey Huay Aik Bachey Ne Apne Dost Ki Trf Dekha Ar Bola
“Kia Khayal Hai Madam
Ko Asal Bat Bta Na Di Jaey”…
by hearthackervsgirls (few years ago!)
ek pathan ki behan ko daku utha kar le gaye,
sab ne kaha daku khatarnak hain khali haath mat jana
behan ko bachane.
Pathan 2 kilo mithayi le gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
Bnta-Agar TmharA 1-Lakh ka Enam nikAl aaye to
kyA karoge
Snta-Main Pagal Ho jauga Aur wo 1-Lakh rupay apne Ilaj
par Lagauga
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar was laughing in class room a girl
came to him and said stand up! who are you?
Sardar: who are you?
Girl: I am monitor.
Sardar: Then I am C.P.U
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Molvi Apne 16 bacho
Aur BV k sath Dost k ghar Dwat pe gia
Dost ne itni bari Family dkh kr
Ghusa main kaha,
“Hayaa nhi i?”
Molvi:
Nhi Us k pepar ho rahy hain
by Abdul Hannan (few years ago!)
Aik pathan ki biwi mar gayi,
Pathan chup tha magar uski biwi ka lover bohot ziyada ro raha tha.
Pathan ne us se kaha:
O yara tum ro mat,"Hum dobara shaadi kare ga.."
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Be-Panaah Chahaat K Baad B Hm Usay Pa Na Sakey Faraz
Kixxi Sangdil Ne Usaay 30 Kah Load Karwaa K Jeeet Liya
( ‘;’)
<)(> // Bukhee
Easy Load Ki.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Caller: hello Pizza Hunt ??
Pizza Hunt: yes sir
Caller: 1 large pizza, 2 small pizza aur ek coke
bhejo
Pizza hunt: Kiske naam pe bheju sir ?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Caller: Allah ke Naam pe dede baba…
by Mohammad Ali (few years ago!)
Santa raat ko cycle se kabristan me chala gaya or dosri taraf se nikal k pasina pochte hue bola-yeh kaun se road tha jis me itne sare SPEED BREAKER the
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:
wo kon si Aurat hai jisay her waqat pata hota hai k
mera shohar kahan hai?
.
.
.
Sardar:
Bewa Aurat,
by Tanveer Hussain (few years ago!)