Ek chor ameer admi ke ghar
Ek chor amir aadmi ke ghar mein chori karne gaya.
Tijori pe likha tha “Tijori ko todne ki jaroorat nahi
hai, 452 number press karke sahmne vala lal batan
dabao, tijori khul jayegi. Jaise hi batan daba alarm
baja aur police aa gayi.”
Jate jate chor seth se bola: Aaj mera insaaniyat se
vishwas uth gaya hai!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1147 views
Similar Jokes
bhai behen bichadne ka kya hua anjaam ??
Dnt say wah wah Plz feel the pain ... (o_O )
bhai behen bichadne ka kya hua anjam ??
MUNNA bana MBBS aur MUNNI hui badnaam
by Pak101.com (few years ago!)
Kunware ki zindagi AIRTEL ki tarah hai “Aisi aazadi aur kha”
Mangni ke baad zindagi SPICE ki tarah hai “Wife hai to life hai”
Shadi ke baad zindagi RELIANCE ki tarah hai “Raho patni ki muthi mein”
Beta hone ke baad zindagi HUTCH ki tarah hai “Jha jaye aap wha phunche network”
Aur aakhir mein BSNL ki tarah “The subscriber is not Reachable”
by Pak101.com (few years ago!)
Chief Minister Ne Ek Din Pareshani Ki Halat Mein Apne Secretary Se Puchha.
Chief Minister: “Yaar Jab Se CM Bana Hoon, Meri Maan Ko
Hichkiya Bahut Aati Hain”
Secretary: “Ji Sir, State Mein Bijli Jaate Hi Log Aap Ki Maan Ko Hi Yaad Karte Hain“
by Pak101.com (few years ago!)
7-chatai par 7-sadhu bethe the,
1 Aadmi ne sbse bade sadhu se
pucha-"Baba Ladkiya line nhi
deti ky karu?
Sadhu(chote sadhu se )- 1 chatai
aur laga bhai ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
santa ne ekk admi ke thappad maar diya..
admi- meri kya galti thi??
santa-tum salo galti karo iske liye hum intjaar thode hi karenge............
by Pak101.com (few years ago!)
Jo mujhe bhol jae Allah usay zardari jaisi izzat, obama jaisi rangat,nawaz shareef jaisa hair style or ch. Shujat jaisi awaz de. Ameen
by Sabir shah (few years ago!)
Question : Why do girls close their eyes while kissing a guy?
Guess…
Guess…
Answer : Yeh ladkiyan ladko ko kabhi khush nahi dekh sakti.
:-O
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Student Doosry Se:
"Aaj kuch Khatarnak Kaam Karny ka ji kr Raha Hai. Jo pehle Hum ne na kiya Ho.
2nd Student:
"To phir Chal Thora Sa Parh Lety Hain." :-)
by Pak101.com (few years ago!)
Afridi: Hum Sachin ko kissi bi haal main Century ki century nehi bananey dey gey.
Shoaib: Magher hum usey rokey gey kaisey!!!!! wo tu gazab ki form main hai?
Afridi: Hum 100 key andur hi all out ho jaey gey...!!
by (few years ago!)
Santa opened a petrol pump, but not even one customer went there. You know why?
Because he opened petrol pump on second floor..
by Pak101.com (few years ago!)