Ghari redio se mili hai
SANTA-Time Kya Hua H?
BANTA: 2
S-Apki Ghadi Radio Se Mili H?
B-Ji Nhi Sasural se
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 890 views
Similar Jokes
Santa goes for railway reservation
Santa: Mera AC chair car ka reservation kar dena
Railwayman: Seat nahi hai
Santa: Aap reservation kare seat ki chinta na kare, ek kursi me ghar se le lunga.
by Pak101.com (few years ago!)
Define Biology and Sociology?
.
.
.
.
.
If New Born Baby Looks Like His Father It’s Biology,
If He Looks Like His Neighbor Then
It is Called Sociology.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aik Aurat Jannat Ke Farishta Se Boli
Mera Nikah Jannat Waly Shohar Se Kra Do.
Farishta Bola: Nikah To Kara Donga
Pehle Koi MOLVI to Jannat Main Aye
by Pak101.com (few years ago!)
Bhikhari: Saab 1 rupaya de do.
Saheb: Kal aana.
Bhikhari: Saala is kal-kal ke chakkar mein is colony mein mere lakhon rupaye fase huye hain.
by Pak101.com (few years ago!)
Mareez hospital ne nurse se: i love you
tum ne mera dil churaya hai
nurse sharmate howe: chal jhoota hum ne dil nai gurda churaya hai
by Sabir shah (few years ago!)
Wife:"Meray iraday baray naik hain, Aap 100 main say aik hain!"
Husband: "dimagh k hum b DON hain, pehle ye bata baqi k 99 kon hain...?
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Santa Ek Din Apna Checkup Karvane Ek Doctor Ke Paas Gaya.
Doctor: “Aur Snata Ji, Kaise Aana Hua?”
Santa: “Doctor Sahab, Kuch Tabiyat Theek Nahi Hai, Liver Mein Bahut Jayada Dard Ho Raha Hai?”
Doctor: “Daaroo Peete Ho?”
Santa Khush Hote Hue Bola: “Haan, Par Chhota Peg Hi Banana“
by Pak101.com (few years ago!)
1 Admi Bike Pe Ja Raha Tha.
Admi Ne Rastey Pe Jatey Pathan Se Poucha?
Sir! Apko Lift Chahey Kia?
.
.
.
.
Pathan:
Nahi Hamara
Ghar Tou Ground Floor Pe Hai.:-P
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistan Post office ney, "Asif Zardari" ki tasweer
waley tickets jaari ker diyea hain.
AWAAM puch rahi hai key
"Thook kis taraf lagana hai!"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
2 old ladies sitting in church 1 leans over and whispers to the other "my butt is going to sleep" the other replies "I know I have heard it snore 3 times"
by Pak101.com (few years ago!)