Pochna To Humara Farz Hy Na!
Pathan Ne Sardar Se Haath Milate Huay Us K Haath Per Kharish Ki
Sardar Bola: Khan Sahab Hum Aisa Nahi Hy…!
Pathan: O’Yara!
Pochna To Humara Farz Hy Na!
by Mohammad Ali (few years ago!) / 850 views
Similar Jokes
Faqeer Aurat se: Allah ke naam mein 1 rupiya de do
Aurat: Sharam nhi aati road mein bheek mangtey hoo
Faqeer: Sali teray 1 rupiyay ke liye pura office kholo
by Pak101.com (few years ago!)
pathan ne Med¡cal Store Se Dawa¡ khareedi
Or Store Waley Sy kaha,,
“Cheen¡ ßh¡ Do”
Store Wala:”Cheen¡ Med¡cal pe nah¡ M¡lt¡”
pathan: hum pagal nah¡ Iss pe £¡kha ha¡ SUGAR FRÉÉ
by Pak101.com (few years ago!)
1 Banda Bus me 1 Molvi ko daikh kr darty darty pochta hai.
“Movi sab,
Ap
?
?
?
?
?
?
Dam Darood waalay Molvi ho , ya bomb BArood walalay.. ?
by Pak101.com (few years ago!)
Zardari doodh waly ki dukaan pe gaya or kaha: Kuttay k liye ek kilo doodh de do.
Dukan wala: Yahin piyo gay ya parcel kar don?
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Namaz Parhnay Gaya 0r do Baar Wazoo Kya:
Kisi ne Pucha: Khan Sahab Aapne do Baar Wozoo Kyo kia?
Pathan: Agar ek Toot Gaya to Dosra Kaam Aayega-
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Girl:
Lekin mein tumse Umer mein 1 saal barri hoon..!
Pathan:
Oye baaji fikar kyun karta hy,
Hum tumse aglay saal shaadi karlega..!
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sharaabi ki daastaan...
Soch raha hoon ki daaru chhod du..!
Par.....!
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Kiske paas chhodu.!
sabhi kamine hain,
pee jayege
by Pak101.com (few years ago!)
Aadmi road par khara ho kar hans bhi raha tha aur ro bhi raha tha,
paas se guzarne wale larke ne poocha:
Bhai sahib, kiya hua, aap kabhi hanste hain aur kabhi rotey hain.
Aadmi bola: Yaar hans es liye raha hun ke meri saas 7th floor se gir gaii, aur ro es liye raha hun ke wo meri naii BMW par giri hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa:main aur meri girlfriend shaadi kar rahe hain.
BANTA: wow kab?
SANTA: meri 7 dec ko aur uski 13 jan ko.
by Pak101.com (few years ago!)
Besa:abu idher aao.
Maan:besa abu ko izat se bolte hain
beta:abu izat se idher aao
by Sabir shah (few years ago!)