aj to che pene ka

Santa Banta se bola “Bhai aaj to chay peene ka
maza aa gaya.”
Banta : Santa Jee, agar billi ne dudh me muh na
mara hota to aur bhi maza aata!!!

by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1061 views
(Not Rated Yet)
 

Similar Jokes

Baap: Tumhari teacher

Baap: Tumhari teacher khe rhi thi wo tumhe nahi pdha sakti

Beta: Tabhi to mein khe rha tha wo acha nahi padhati hain.

Baap: Mene kha tha na nails kaat lo phir kyun nahi kate

Beta: Papa mene kate the per apka driver itni dhire gaadi chalata hai ke nails raste mein hi bhad jate hain.

by Pak101.com (few years ago!)
Funny



Patient to
Doctor : Apne
nurse bauhat
aachhi rakhi hai,
uska hath lagte
he main theek ho geya..!!
Doctor : Janta
hoon, thhapad ki
awaaz mujhe bhi
sunai di thi..:p:p

by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
police wale ka beta

aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya

uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo

by Abdul Sami (few years ago!)
Millionaire

Can I borrow that book of yours How To Become A
Millionaire?
Sure. Here you are.
Thanks - but half the pages are missing.
What's the matter? Isn't half a million enough for
you?

by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan gusse se

Pathan gusse se: Waiter ! Es chicken biryani mai chicken kion nahi hai?
Waiter: Gulab Jaman mai Gulaab kahan hota hai?
.
Pathan: Han yar sorry…..

by Mazhar Khan (few years ago!)
In Sardiyon Main Romance

In Sardiyon Main Romance Acha Nahi FARAZ...

.
.
.
.
.
.


Geezar(Geyser) Tera Kharab Hai Kuch To Khayal Kar...!

by Mazhar Khan (few years ago!)
SANTA ki 1 tang ki haddi toot gayi

SANTA ki 1 tang ki haddi toot gayi
Hospital gaya to waha 1 admi ki dono tange tooti dekhkar bola

"Kya aapki 2 biwiyan he"

by Pak101.com (few years ago!)
Billi ghar pahaunch gai?

Ek sardar k ghar men billi rahti thi sardar billi se tang a kr usey kahin chor aaya, Gar aya to bili us se pehly ponch chuki thi, Sardar bili ko dobara kahin door chor k aya bili phir us sy pehly gar ponch gai, Sardar ko bohat gussa aya ab wo bili ko bohat hi zyada door chornay gya. wahan sy us ny wife ko phon kya. "bili gar ponch gai ya nahi? wife: han ponch gai hay sardar: " Us kamini se bol k mujay aa ker ly jaey men rasta bhool gya hon.

by Pak101.com (few years ago!)
Dr.sahab main jb BV ko kiss

Santa: Dr.sahab main jb BV ko kiss karta hu to us k muh se
Smell aati hai.

Dr.“kamal hai jb mainne check kya tha tb to lipstick ki khushbu aarahi thi”

by Pak101.com (few years ago!)
Paan

Husband ne paan khareed kar wife ko khanay k liye diya

Wife: aap ne apnay liye q nahi liya ?

Husband: darling me to wesay he khamosh rehta hun ;)

by Kashif (few years ago!)
  • Page 1 of 1
  • 1

Most Viewed Jokes

Miss Call By Miss

Telephone call

Creation

Wife: aaj tum udaas Q ho?

Funny

FB page Admin hone ki sabse ..

Son: Papa aaj meri Miss

shadi mubarak

Loadshading ne namazi bana dia

Born in California

Existing Users Login
User ID
Password
 
 
Join Now / Forgot Password

also you can..
Login with Facebook