Tez bike mat chalo
Wife: Please bike itni taze na chalao mujhey bahut
dar lag raha hai.
Sardar: Agar tumhe bhi daar lag raha hai to meri
tarah ankhein band karlo!!!
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 992 views
Similar Jokes
mota marta moti pr
bhuka marta roti pr
master ji ki do batiyan
par mai to marta hu choti pr
by khalid hussain (few years ago!)
Santa ko uska sasur jute maar raha tha
Aadmi : Kyu maar rahe ho?
Sasur : Meinie ise Hospital se SMS kiya.
Tum baap ban gaye ho. Isne apne sare friends ko forward kar diya!
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher to Sardar: What is Number “Seven” , Even or Odd
Sardar: Even
Teacher: How can you make seven even?
Sardar:Remove the ‘S’!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wo kon si aisi larki hai jis ka boy friend so gia ho to
mujhe nigran boyfriend bana le.
by Sabir shah (few years ago!)
Mat Kr Pyaar Roshni Se,Ye
Pal Bhar Ki Mehmaan he, Dil
Laga is Andherey Se Jo
Qabar tak Mehrbaan hy. .
by Abdul Sami (few years ago!)
Ustaad shagird se: Janglaat kisse kehte hain?
Shagird: Jo jhung laato se khele jaye usse janglaat kehte hain.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
“Bharat mera desh hai aur sabhi bhartiya mere
bhai-behen hai”
Ise do Indian ne follow kiya hai
& thats true Indian
1. Rajiv Gandhi
2. Sania Mirza
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wo kaun si cheez hai jo fridge me rakhne k bad b garam rehti hai..?.
.
.
.
Nhi pta..?
.
.
.
.
.
Garam masala :D
Dekha bachpan se genius hu pr kbhi ghamand nhi kiya.
by tahir bashir (few years ago!)
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
by Pak101.com (few years ago!)
Murga Murgi Se:
I Love U Jaan. Main Tumhare Liye Kuch B Kar Sakta Hoon,
Murgi: Haye Allah Sachi,
Murga: Haan
Murgi: Chalo Phir Aaj Anda Tum Do….!.
by Pak101.com (few years ago!)