Full form of sing
Santa Singh: What is the full form of singh?
Banta Singh: S-santa I-insaan N-nahi G-gadha H-
hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 936 views
Similar Jokes
Ek Baar Gaanv Mein Bade Budhon Ko Padhane Ki
Government Ne Scheme Chalai.
Ek Class Mein Teacher Padhane Laga Aur Bola: “A For Apple, B For Ball, C For Cat”
Lekin Wo Bechare Samajh Nahi Pa Rahe The To Teacher Ne Dehati Tarike Se Padhana Theek Samjha Aur Padhana Shuru Kiya.
Teacher Bola: “A For Arshad Ki Maan, B For Begum Ki Maan, M For Mahmood Ki Maan, N For Nasruddin Ki Maan, Z For Zahid Ki Maan”
Aise Hi Padha Kar Ek Din Test Lene Ki Sochi, Teacher Ne Board Par W Likhkar Ek Ko Khada Karke Puchha.
Teacher: “Batao Ye Kya Hai?”
Ek Utha Aur Bola: “Ji Ye Lag To Mahmood Ki Maan Rahi Hai Lekin Iski To Koi Taangon Ko Ulta Kar Gaya“
by Pak101.com (few years ago!)
Dil hai to pyar hai, pyar hai to ishq hai,
Ishq hai to mohabbat hai, mohabbat hai to dard hai,
Dard hai to zandu balm hai aur
Zandu balm hai to munni badnaam hai..
by Pak101.com (few years ago!)
GirlFrind
Promise Karo K Mujhe Kbhi Tuch oR Kis K Liye Majboor Nhi Kro gy
BoyFrind
Behn Phir Tu Ghar Ja
Meri bi Namaz ka waqt ho raha hy...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa Apni Girlfriend Ke Sath Park Mein Baitha Tha.
Ek Budhe Ne Dekha Aur Santa Ko Bola.
Budha: “Bete, Kya Ye Hamari Sanskriti Hai?”
Santa: “Nahi Ji Ye To Apni Patiala Wali Simmi Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher: Pakistan k kitne soobe hain? Pathan: 4 Teacher: Good
Pehli dafa sahi jawab dia hai chalo ab un k naam batao?
Pathan:
Mashriq
Magrib
Shumal
Junub.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa is raping a girl. Girl shouting,
Santa : Chillao yahan se tumhari awaz bahar nahi ja sakti,
Girl : Mujhe yakin nahi aata,
Santa : Theek hai mein yahan chillata hun tum bahar jaake suno aawaz aati hai ya nahi?
by Pak101.com (few years ago!)
Pati: aaj sunday hai aur aish karna. movie ke liye 3 ticket laayaa hoon.
Patni: teen kyu?
Pati: tumhe aur tumhaare maata pitaa ke liye.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa:- Yaar ye Auratein Sharab Se Nafrat Q
karti hai
Banta:- Q k sharab Pine k bhad
Chuhe Jaisa Pati b Sher Ban jata hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
BOY: chalo kisi sunsan jaga par ghomney chalen !!!
Girl . Tum asey wesey harket to nahen karogay?
Boy . Nahi
Girl. Phir rahnedo kiya faida !
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Ladki Ne Ek Din Apne Boyfriend Se Udaas Mood Mein Bola
Ladki: “Main Pregnant Hoon”
Ladke Ko Ye Sunkar Jhatka Laga Aur Hairani Se Bola
Ladka: “Tumhe Vishwas Hai Ke Ye Mera Hi Hai?”
Ladki Rote Hue Boli: “Sab Log Aise Kahenge To Main Kahaan Jaungi“
by Pak101.com (few years ago!)