Pathan
Pathan 2 Ghante say utility store
pr Cheeni Ki Line Men Phansa Raha.. . .
Jb Baari i To Dobara Peeche
Ja K Line Men Lg Gaya r Bola: . . . . . . . . .
“Ye Hukumat 50 Saal Aur Rahe,
Yaara DiL Khush Ho Gaya…!!!
. . . Jis Ko Samajh i Wo Fwd
Kren-Baqi Pathan K Aagay Kharray
Ho K Cheeni Lein kahin khatm na ho jae
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 943 views
Similar Jokes
sardar in police station ye photos kiski hain?
Police:yeh criminals ki jinko arrest kerna hai.
sardar: jab photo li tab arrest ker lena tha na .;-
by hearthackervsgirls (few years ago!)
What do u call a woman in heaven? An Angel. A crowd of woman in heaven? A host of Angels. And all woman in heaven? PEACE ON EARTH!
by khalid hussain (few years ago!)
santa Ne Khubsurat Ladki Ko Dekh Kar Kaha
santa: Aap Kahan Rehti Hain
Ladki: M G Road
santa: Itni Khubsurat Hokar Road Par Rehti Hein
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Shadi ke pehle to tum mujhe rof gift diya karte they,
ab kyun nahi dete?
Husband: Machhali pakdne ke baad bhi kya koi chara dalta hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Kitna pyaar karte hum unse,
Kaash unhe bhi ye ehsas ho jaye,
Kahi aisa na ho ki woh hosh mein tab aaye
Jab hum KISI AUR ke ho jaye.
by khalid hussain (few years ago!)
Ek pagal ne ek aadmi ko thaper maara.
Dono ko adalat mein le jaya gaya to judge ne pagal ko saza sunayi k tum 5 rupay jurmana adda karo ge.
Pagal ne 10 rupay de kar ek thappar judge ko bhi maar diya.
Aur kaha.
"Dono 5..5 rupay le lo.
Mere paas khullay nahi hain.
by Pak101.com (few years ago!)
teacher: tum apni mummy ko mum kahte ho,to apni mumy ki badi bahan or chhoti bahan ko kya kahte ho?
boy: MAXIMUM & MINIMUM
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:bus aur girl aik jaisi hoti hain aik jati hai dusri aa jati hai.
Girl:boy aur autoricksha 1 jaise hote hain aik bulao 4 aa jate hain.
by Sabir shah (few years ago!)
jab jab humein pyaas lagti he,
unke aane ki aas lagti he,
unki dewangi main hum ho gay itne dewane,
k har larki ki maan apni saas lagti he!
by Mazhar Khan (few years ago!)
AEk Aadmi rozy nhi rkhta tha. Us k peer ne kaha tum roza rakho me wada krta hoon roz tumhari aek Dua qubool hogi.
Us ne roza rkha. Sara din barri mushkil se guzara.
Sham ko roza khol k peer k paas chla gya.
... Peer ne kaha maango kya mangte ho?
Wo bola peer sahb subha EID karwa dou.
by Pak101.com (few years ago!)