women
Question: Why do men die before their wives? Answer: Because they want to.
by inayat khan (few years ago!) / 915 views
Similar Jokes
Girl :- Baby doll main s0ne di
Baby doll main sone di.
.
.
.
Her mom :- Chal Fir safayi kar ghar ke k0ne
k0ne di.
.
.
Wadi ayi baby Doll s0ne Di
by Abdul Rehman (few years ago!)
1 Larki Ko URDU Our ENGLISH Mix Kr K Bolnay Ki Adat Thi..
Shaadi Ki Pehli Rat Us Ko Pata Chala K Us K Shohar Ka Sirf 1 Paon Ha.
Aglay Din Wo Apnay Ghar Gaye Tou Apni Ammi Say Boli:
Mom Meray Husband Ka Tou Sirf 1 Foot Ha…
Maa Hairat Say Boli:
Tou Beta Tum Ko Our Kitna Lamba Chahiye?
Tmharay ABBA Marhoom Ka Tou Sirf 6 Inch Ka Tha,
Our Wahi Tabiyat Khush Kr Deta Tha.:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Sardar Apne Dost Ki Barat K Sth Gya, Par Zakhmi Ho K Aya.
Ksi Ne Waja Puchi To Bola:
Barat Me Dulhe K Bap Ne Awaz Lagai,
”Me Munday Da Abba,Kithe Kuri Da Abba?” Kuri Ka Baap Utha Or
Un Dono Ne Aps Me Pagrian Change Kar Li.
Phir 1 Or Admi Ne Awaz Lagai,
”Me Munde Da Chacha,Kithay Kuri Da Chacha?” Uno Ne Kameez Change Kar Li
Os K Bad Mujse Raha Na Gya,
Mene Kaha,Me Munde Da YAR,Kithay Kuri Da YAR?
Bus Fair Danday, Sotay Te Jutian Change Hoiyan
by Pak101.com (few years ago!)
Ek sahab masjid mein bethey waaz sun rahey they. “Naik logon ko marney key baad sattar (70) hoorein milein gi”, molvi sahab bata rahey they, “or un mein naik biwian bhee shamil hon gi”
Bhai sahab sun ker itna naraz huey key uth ker masjid sey nikal gyey, “to phir marney ka kia faida…”
by Tanveer Hussain (few years ago!)
suma: maa, raju ne mujhe kiss de diyaa
maa: haan kya? rukho main poochti hoo.
suma: nahi maa. tum poochoge to woh nahi degaa
by Pak101.com (few years ago!)
Ek deewar par likha tha 'Yaha kutte susu karte
hain' Santa ne waha susu kiya. Fir muskura kar
bola-ise kehte hai dimaag, susu maine kiya naam
kutte ka aaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Andheri raat thi
Wo meray saath thi
Mai uss kai upper tha
Wo mere neechay thi
Tauba tuaba……
Aray logon kya samjhe aap
Wo meri cycle thi…
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Chota Sa Pyara Sa Bachha Ek Din Apni Maa Se Bola
Bacha: “Mummy Kya Apne Mujhe Paida Hone Se Pehle Dekha Tha Kya?”
Mummy: “Nahi To”
Bacha: “To Paida Hone Ke Baad Aapne Mujhe Pehchana Kaise?“
by Pak101.com (few years ago!)
Ye baat sun kar Mere haathon se Gol Gappa hi
gir gya
.
.
.
... .
.
.
.
.
.
jab gol gappe wala bola
"Please give your feedback on Our Facebook
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan:tum nai hum ko dhoka diya diya hai...
Dukandar:nahi sar hum nai apko asli radio diya hai....
Pathan:abe ghada is par likha hai MADE IN JAPAN magar jab kholo to khetha hai yai hai karachi fm 107.
by hammad (few years ago!)