Kutta susu kerta hai
Ek deewar par likha tha 'Yaha kutte susu karte
hain' Santa ne waha susu kiya. Fir muskura kar
bola-ise kehte hai dimaag, susu maine kiya naam
kutte ka aaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1098 views
Similar Jokes
Doctor to Sheikh: apko keley ka chilka nazar nahi aya jo ap phisal gai?
Sheikh: main to paon rakh k dekh raha tha k chilkey mein kela to ni hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hindi teacher asks."Kaal kitne prakaar ke hote hain.
Sardar child,"5 prakaar ke: Local kaal, STD kall, ISD kall, missed kall and satsiriakal.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA: Mere Nana ne mujhse choti si baat par
rishta tod diya..
BANTA: Kyun.Kya kha unhone.?
.
Unhone kaha..
Moongphali me dana nhi Hum tumhare Nana Nhi..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Friend: Khan sahab ap toh doctor kay pass jane wale the na?
Pathan: Yaara kal jaye ga aj hamara tabiyat kharab hy
by Pak101.com (few years ago!)
A boy was behind Tree Park with his girl-friend in A ...
Old man: Beta, hamari Sanskriti Hai Ye kya?
Boy: Nahin uncle! Ye Hai Pallavi.
Aap Ke Piche check dusre Karo ped.
by Mazhar Khan (few years ago!)
GIRL stands for
G: GOSSIP mai sab sai agay
I: INNOCENT sirf shakal say
R: RONAY ki machine
L: LARAYI mai sab ki maa
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ladki_ maa...
ye padosi ka ladka mujhe baar baar kiss kar k bhag jata hai maa muskura ke boli_bada shararti hai... bilkul apne baap par gaya hai
by Pak101.com (few years ago!)
I studied but never topped,
today toppers of best universities r my employees.
(Bill Gates)
Neither I topped nor I study, today I m President.
(Zardari).
by Abdul Sami (few years ago!)
1 bhikhari ki lotry lag gyi to vo 1 mandir bnvata h.
2nd bikhari- yar tu mandir kyun bnva rha h?
1st bikhari- qki iske samne me akela bhik manguga.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik dafa aik topian bechne wala darakht ke neche so raha tha ke wahan pr bandron us ki sari topian le kr dal len jab wo utha to daikh preshan ho gya
phr use yaad aya ke us ke dada kehte the bander nakal utarte hain
yeh soch ker us ne apni topi phainkdi
jo topi us ne phainki thi wo aik bander ne utha li or kaha hamare dada ne bhi hamain bataya tha
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)