Abbreviation SMS
GIRL stands for
G: GOSSIP mai sab sai agay
I: INNOCENT sirf shakal say
R: RONAY ki machine
L: LARAYI mai sab ki maa
by Haris abbas Qureshi (few years ago!) / 897 views
Similar Jokes
Techr:
Jo mery swal ka jwab dy ga usy chuti.!
Pathan ne apna bag khirki se bahir phenka.
Techr:
Ye bag ks ne phenka ha?
Pathan: Main ne
yaa hooo!!!! Chutti..
by KASHIF (few years ago!)
Pathan Hotel Me Rost Khanay K Baad Haddi Chba Rha Tha..
Paas Mei Beitha “Punjabi” Daal Kha Rha Tha..Usne Pathan Se Tanziya Andaz Mein Pucha:
Khan ! Tumharey Area Me “Kuttay” Kya Khatay Hain?
Pathan: Daal
Moral:Pathan B Point Maar Sakte Hein
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan Ne Kafan Ki Shop Kholi.
Logon Ne Usay Bohat Mara Qyun?
Qyun K Us Ne Shop Par Likha Hua Tha
Bara Kafan Leny Par Bachay Ka Kafan FREEEE…….
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Husband & Wife Husband: Main Tumhari roz roz ki farmaishon se tang aa gaya hoon…!
is liye khud khushi karne jaa raha hoon
Wife: Acha aik White Saari to dila dain Iddat kay dino main kya pehnungi . . ?
by Pak101.com (few years ago!)
Boy: UncLe
Mai 1 Ladki Se
PYaR KaRTa Hu.
.
UnCLe: To
UsKe BaaP Ko CoFFee PiLaNe LeJa AuR SHaDi Ki BaaT KaR,
.
.
.
.
. .
.
.
BOY: UnCLe, CHaLiYe CoFFee PiTe
hai.
by Numan Malik (few years ago!)
Banta:
Why Is The Police Nick Named
“The Heart Of The Country?”
Santa: It Beats, Beats, Beats
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: jab me chota tha to ek baar kutub minaar se gir gaya tha.
Banta: Acha!!to mar gya ya bach gya.
Santa: Saale.! mujhe kya pata, me to chota tha.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Doctor ne marez se kaha.main ek mahn se 50 rope ki rozana dawa kha raha hun lekin muje koi fayda nazar nahi aa raha.
doctor .....acha to main ap ko kal se& 40 rope ki dawai dun ga.jis se ap ko roz ka 10 rope ka fayda& nazar aye ga.
by Pak101.com (few years ago!)
Shohar:ye hipnotize karna kia hota hai?
Bv:kisi ko apne qaboo me kar k marzi ka kam karana.
Shohar:chal jhooti use to shadi kehte hain.
by Sabir shah (few years ago!)
Aadmi Dost se: "Yar aisi Bewi ko kya kahenge jo Khubsurat ho,
Samajhdar ho, Baat manay aur kabhi Naraz na ho?"
Dost: "AFWAH"
by Pak101.com (few years ago!)