Lagao pogo
Humari muhabbat ka imtehan mat lu
aae g.f
humare pehle bi imtehan hute hain salana
by Sabir shah (few years ago!) / 890 views
Similar Jokes
Ladki ek aisi paheli hai, kabhi teri to kabhi meri saheli hai.
Kharcha karo to bole "darling, how are you?". Na karo to bole "brother, who are u?
by Pak101.com (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala:
Arey O Bhai Khaali Ho
Kya… ? Rikshaw Wala:
Haan G Bilkul Khaali Hoon
Santa: Aao Chalo Phir Taash
Khelty Hyn . . . =P ;->
by Mohammad Ali (few years ago!)
A boy went to
meet his girl friend,
when he came at home..
Mom asked: kahan gaye they?
boy: us se milne,
Mom: kisliye?
boy: haan bohat kiss liye..:p
by Pak101.com (few years ago!)
Hindi teacher asks."Kaal kitne prakaar ke hote hain.
Sardar child,"5 prakaar ke: Local kaal, STD kall, ISD kall, missed kall and satsiriakal.
by Pak101.com (few years ago!)
Ustaad shagird se: Baal baal qarze mein jakre hona ka jumla banao. Shagird: Us ka baal baal qarz mein jakra howa thaa lahaza us ne baal katwa diye aur aab woah ganja phirta hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher: Al beruni ke bhai ka naam batao?
Pathan soch mai
.
.
.
Pathan replied
.
.
.
.
.
Al andruni…!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pita Tum Pass Nahi Hue Ho Tumhara Naam Paper
Me Nahi Hai
Beta Sabhi Panne Bhare Hue Hain,
Ab Mera Naam Kahan Likhte.?
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan:: Light nhi hai tau kambakht pankha hi chala do...
Biwi:: Aakhir pathan hi ho na, aqal tau hai hi nhi...
pankha chala diya tau mom-batti bhuj jayegi, pher andhery ma kia karogy.. :D
by WAQAR (few years ago!)
Boy: Tommy ne meri saari kitaab kha lee.
Mother: Usko mere pass leke aa mein usko saja deti hoon
Boy: Saja to meine de dee, uski katori wala dudh mein pee gaya
by Pak101.com (few years ago!)
Bewi shohar say
Bewi: App qurbani ka janwar laoo gaye?
Shohar: Begum mujhe he zibba kar lo
Bewi: Gadhay ki siruf kamai hilal hai
Qurbani nahi..:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)