Pathan ko koi mob pe tung karta tha.
Pathan ko koi mob pe tung karta tha.
Pathan ne new SIM khareed kar usay msg kia,
Mene woh sim band kar dia hai. Ab tera baap bhi
mujhe tung nai kar saktha
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 925 views
Similar Jokes
Ek pathan say kisi nay poochha K,
Aap ka favorite song kaun sa hai???
.
.
.
.
Pathan Sharma k bola;
.
.
.
.
"Larki Q, najanay Q, Larkoo c nahi hoti.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Chinki Se College Mein Ek Ladke Ne Pucha.
Boy: “Tumhari Age Kya Hai?”
Chinki: “20 Years”
Boy: “Juthi, Tumne To 5 Saal Pahle Bhi Yahi Batayi Thhi”
Chinki: “Dekha, Ladkiya Juban Ki Kitni Pakki Hoti Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
PROFESSOR : Gandhi Jayanti ke baray mein kya jante ho?
MUNNA BHAI :Gandhi bahut zabardast aadmi tha, Baap. Maa Kasam, par apun ko yeh nehin maloom ke yeh Jayanti kaun hai.
by Mohammad Ali (few years ago!)
Difference between Husband nd gadha.
Ans:Husband gadha ban sakta hai,
but
Gadha itna bhi gadha nahi k husband bane!!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar ko khawab me kisi ne qatal kardia
subah sardar ne apna hbl ka acconut band kara dia. Q k jahan khawab wahan hpl aur hbl khawabun ko tabeer me badal sakta hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek deewar par likha tha 'Yaha kutte susu karte
hain' Santa ne waha susu kiya. Fir muskura kar
bola-ise kehte hai dimaag, susu maine kiya naam
kutte ka aaya.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sheikh: Pent di SiLai Kini a?
TaiLor: 300 Rupay
Sheikh: Te Nikkr di
TaiLor: Rs 100
Sheikh: Nikkr e C De, Lambai Pairan Tk Rkhi, Namaz v Parhni Hondi a.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Pathan: Doctor Sahib poray jism mai kahin bhi ungli lagawon
tu boht dard hota hai
.
Doctor did X-ray of his all body and found that he has FRACTURE in his FINGER
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Kaise Mumkin Tha Kisi aur Dawa Se
Ilaaj…?
.
Ae Galib!
.
Ishq Ka Rog Tha
.
.
.
.
.
MAA ki Chappal se hi Aaram Aaya.
<(',')
((> ouch
<<
Mummy Mat Maro…:p
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa visits Bombay after many years. So he
shouts-"BOMBAY..BOMBAY..."
air-hostess tells him -B- silent. So Santa starts
shouting- "ombay ombay"
by Tanveer Hussain (few years ago!)