Agar tum mere pati hote
Girl: Agar tum mere pati hote to main tumhari coffee mein zeher mila deti!
Boy: Aur agar tum meri wife hoti to main vo coffee zarur pi leta.
by Pak101.com (few years ago!) / 1089 views
Similar Jokes
Miss: Aaj tum late kion aye ho? School 7 baje shuru hota hay, itni dair kion ki?
.
Kid: Miss ap mairi itni fikar mat kia karain, log shak karty hain
by inayat khan (few years ago!)
One: Oye tera ek daant neela kyun ho gaya?
Two: Yaar maine ink lagayi hai.
One: Woh kyun.?
Two: Kyun ke aaj kal “bluetooth” ka zamana hai
yaar…
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ishq hai to izhar b hona chahiye
Admi ko 1din k liy bimar b hona chahiye
Yadon se keh do 1 din ki chutti de den
Aakhir ishq men ITWAR b hona chahiye.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Dulha Suhagrat Pe Apni Dulhan Ko Pyar Se Samjha Raha Tha.
Dulha: “Sabse Pyaar Se Rahna, Respect Karna, Unka Trust Jeetna, Unki Care Karna, Sach Bolna”
Dulhan Fatafat Uthi Aur Room Ka Darwaza Khol Kar Chilla Kar Boli
“Sab Andar Aa Jaao, Yahaan Satsang Ho Raha Hai“
by Pak101.com (few years ago!)
Aik sardar pehli bar jahaz main betha: Jese hi jahaz ka agla tyre oper utha , to sardar pilot ko marne laga. Aur Bola : Main pehle hi dara hua hon aur tum wheeling kar rahe ho ...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Santa nurse se bola: aapne mera dil churaa liyaa hai.
Nurse: hmmm… maine dil churaane se pehle doctor ne aapka kidney churaa liyaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
Jab piYar or JanG Me Sub Kuch JaayZ Hy,
_
_
To PiYar Me HoNe Wala BaCHa NajaaZ Kyun Hy.:-D
_
ReplY MasT;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek Aurat Doctor Ke Paas Bhagi-Bhagi Jati Hai Aur Bolti Hai.
Aurat: “Mera Beta Motor Cycle Se Gir Gaya Hai”
Doctor: “I Can’t Understand Please Speak In English”
Aurat: “My Londa Is Gironda From Hero Honda“
by Pak101.com (few years ago!)
Looteron Ne Ek Lady Ke Zewar Loot Liye Log Bole:
“Shukar Karo Bhabi Ki Izzat Nhi Looti.”
Bhabi Ne Ye Suna Aur Chilla Ke Boli.
Babhi: “Kameeno Izzat Bech-Bech Kar Hi To Zewar Liye Thhe.“
by Pak101.com (few years ago!)
Boy:chalo kisi sunsaan/viraan jagah chaltey hain!
Girl:tum aisi-waisi harkat to nahi karoge?
Boy:bilkul nahi!
Girl:to phir rehne do….
by Tanveer Hussain (few years ago!)