Santa USA gaya
1 bar santa USA Gya,wahan wo church mai gaya to
achank wahn aawaz aai,'Tann' ittefaq se light bhi
chali gai santa dar k bola,oye bhago Undertakr aa
gya.... :-
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 822 views
Similar Jokes
1 Sardar bachpan se heran-o-pareshan our Tension mai tha
Yai soch kar ke mairi behn ke 2 bhai hain, aur maira 1 bhai kion?
Lo dessoo
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Hitler Says: “There Is No Word
Like IMPOSSIBLE In My Dictionary”
Pathan Says: Ab Bolne Se Kya Faida Hitler Bhai, Jab Kharidi Thi
Tab Hi Check Kerni Thi Na,
by Pak101.com (few years ago!)
Jailer: phansi se pehle kisse miloge?
Santa: Biwi Se Jailer: Maa-Baap se nahi
Santa: Maa-Baap to agla jnm lete hi mil jyenge biwi ke liye sala phir 25 saal wait karna padega!
by tanveer hussain (few years ago!)
Patni- Muje Sone Ka Haar Dilva Do Main Tumhe
Saat Janmo Tak Chahungi.
Pati- Haar Ke Saath Kangan Bhi Dunga, Lekin
Baat Isi Janam Tak Hi Rehne Do.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: navy mein kaam hai. karoge?
Banta: zaroor. kya kaam hai?
Santa: jab ship beech samundar mein ruk jaata hai, to tumhe peeche se use dakhelnaa hai
by Pak101.com (few years ago!)
Santa To Rikshaw Wala:
Arey O Bhai Khaali Ho
Kya… ?
Rikshaw Wala:
Haan G Bilkul Khaali Hoon
Santa:
Aao Chalo Phir Taash
Khelty Hyn . .
by Pak101.com (few years ago!)
Banta : What is the similarity between marriage and 11:59 pm?
Santa : Dono ke baad 12 bajte hai aur din badal jate hai!
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar 2 doctr: Mujhe 1 problem hai
DR: Kya?
Sardar: Baat karte waqt aadmi dikhai nahi deta
Dr: aisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt
by Mohammad Ali (few years ago!)
Aap ny kitni dafa logo k Mouh say suna ho ga
"Bonga"
Mager aaj tak kisi ko ic ki history nahi pata
Hum bhi aksar auqat bila sochay samjhy Apni guftagoo main isko istimal kertay hain or hamain ya andaza bhi nahi hota ky hum kya keh rahay hain
Yaa Farsi zuban ka lafz hy or ic ka matlab hy
"Bonga"
ghor sey perhany ka shukria. :-)
Bongay :D
by lescol (few years ago!)
1 Knjus hath me Blade se cut maar rha tha
Wife-ye kya kr rhe ho?
Knjus-DETOL ki shishi foot gayi h
Aise hi thodi waste hone denge,La teri b ungli katu.
by Pak101.com (few years ago!)