Wife- i will die
Wife- i will die.
Husband- i will also die.
Wife- Why do you want 2 die?
hasband- bcoz ma itni khushi bardasht nahi kar sakta
by hearthackervsgirls (few years ago!) / 837 views
Similar Jokes
Ek chor makaan mein ghussa. Tijori par likha hua tha "daaien button dabao." Jub uss ney woh button dabaya to siren baja aur woh pakra gaya. Adalat mein judge nei us sey poocha, tum apni safaai mein kuch kahna chahtey ho? Chor ney kaha, mein iss sey ziyada nahin kahna chahta key yeh dunya barri dhokey baaz hai.
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Pathan (Nurse se): Kia Doctor sahib ne abhi tak neend ki goli nahi bhaiji?
Nurse: Nahii
.
Pathan: Usay kaho jaldi karo, mujhe neend arahi hai, mai goliyon ke lie owr nahi jaag sakta
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
aik police walay ka beta exam main fial ho gaya to us nay us ko bula kay dantant shuru kar diya
uska beta bola: yeh lo 50 ropay aur mamala yaheen rafa dafah karo
by Abdul Sami (few years ago!)
Santa ko Police Ne Accident Karne Pe
Arrest Kiya..
Judge:Aakhir Ye Accident
Hua Kaise?
Santa:Kyaa Pata Sir,
Me to so Raha Tha....
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar Police-Station Aya R Bola:
Mujhe Arest Krlo
Mene Apni BV K Sr Pe Dnda Mara Hy,
Police:
Wo Mar Gai Kia?
Sardar:
Nhi Wo To Bach Gai,
Hun Meri Khair Nai.:-
by Pak101.com (few years ago!)
Pakistani moli kha raha tha pas se angreez guzara us ka hath laga aur moli hath se gir gai.
Angreez:sorry
pakistani:sari chor me tujhe aadhi bi nai dun ga
by Sabir shah (few years ago!)
Santa Kissed His Girl Friend In The Park
Girl: Plz Ye Sb Shadi Se Pehle
Santa: Dont Worry Darling
I M Already Married
by Pak101.com (few years ago!)
Letter from husband ( who is abroad) to wife
Dear Sweetheart:
I can’t send my salary this month, so I am sending 100 kisses.
You are my sweetheart
Your husband Allen
by Pak101.com (few years ago!)
?45 Kg Ki Ladki Ko Uthane Me Ladko Ko Koi Pareshani Nahi Hoti,
But
18 Kg K Gas Cylinder Ko Uthane Me Ladko K Pasine Chhut Jate H, kyun?
by Pak101.com (few years ago!)
Imran: “ iss gaye (cow) ke singh kiun nahi hain?
Jalal: “ baaz ke paidaishi nahi hote, baaz ke larayi jhagray mein toot jate hain, baaz ke hum khood kaat dete hain lekin jis kit tum baat kar rahe ho yeh, gaye nahi gadha hai.”
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)