Gf. chand kahan hai?
GF-Chand kahan hai? BF-Chand do hai, 1 tum aur
1 upar. After Marriage:Biwi- Chand kaha hai?
Pati-Andhi hai? wo upar kya tera Baap CFL jala k
baitha hai.:-|
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 994 views
Similar Jokes
Sher:O Budhe ruk,muje tra khun pina h,
Budha-kisi jawan admi ka piyo!
Uska khun garam hoga.
Sher:nhi aj mera coldDrink pine ka mud h
by hearthackervsgirls (few years ago!)
SANTA went to court
JUDGE:
"Order ! Order !"
... SANTA:
"1 Pizza, 2 Dosa, 3 Idli & 1 Cold-drink !"
JUDGE:
"Shut Up !"
SANTA:"No,No..7-Up!
by Pak101.com (few years ago!)
Baap: Beta is bar exam may pas ho fail bike zaror dilaonga..
Larka: khush ho k konsi abbu
Baap: Pas howa tu HONDA 70 collage jane k lie. Aor fail howa tu YAMAHA 100 doodh pechne k lie
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Mehman:me jab se chahe pee raha hun ye kutta mera mu kiun dekh raha hai
sardar:ye bahut taiz hai apna pyala pehchan leta hai
by Sabir shah (few years ago!)
Santa – Mujhe zehar dena
Chemist – Pehle Dr. Se lekhwa k lao.
Santa – Apni shaadi ka card dikhata h.
Chemist – Bus kar bhai rulayega kya,badi bottle du ya chhoti.
by Pak101.com (few years ago!)
Agar Koi Aap ko Kahy...
"Oye Insaan Ban Jao"
To
.
.
..
..
.
.
.
.
.To Aik Baar Koshish zaror kr lena
Baqi Allah Ki Marzi.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa: waiter, ek coffee laana. kitna hai? Waiter: 50 Rs.
Santa: saamnewaali dukhaan main to 50 ps hai
Waiter: woh xerox dukhaan hai sir
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: Station jane ke kitne loge?
Ricksha wala: 50
Santa: 20 le lo.
Ricksha wala: 20 mein kon le ke jayega.
Santa: Tum peche betho hum le ke jayega..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Boy peeke Ghar aaya aur,
Dad se Bachne ke liye 1 badi Book leke Padne Laga....
Dad:- Peeke aya hai...??
...
...Boy:- No Dad..!!
.
.
.
.
.
Dad:- to Suitcase khol ke kya Bak Bak kar raha hai.....!
by Pak101.com (few years ago!)
Promotion Policy in pakistan..
.
People Who Do Lot Of Work...Make Lot Of Mistakes.
.
People Who Do Less Work...Make Less Mistakes.
.
People Who Do Not Work...Make No Mistakes.
And People Who Make No Mistakes,
Deserve Promotion!
Simple.
by Mazhar Khan (few years ago!)