Molvi Sahab Jumme K Din
Molvi Sahab Jumme K Din
HOOR Ki Tareef Bayan Kr Rhe Thy,
K Hoor Aisi Hogi,
Hoor Wesi Hogi,
Jb Zyada Josh Aya To Phr Farmaya,
“Yr Ab Aap Logo Se Kya Behes Kron,
Bs Ye Jo Apne Muhalley Mein
Butt SAHAB Hain Un Ki Bachion Ko Hi Dekh Len!”
Qasam Se Hooren Hain Hooren..:-)
by Pak101.com (few years ago!) / 1201 views
Similar Jokes
1 Sardar k ghar k bahir name plate per likha tha
Wife- MSC aur
Husband- FSC
1 admin ne pocha sardar G aap ki bivi ne kis Subject mein MSC ke hai?
Or Aap k FSC mein kon sy subject thy?
Sardar bola: Subject da meno pata nai, Name plate da matlab hai
MSC- Mother of Seven Children
FSC- Father os Seven Children
by hearthackervsgirls (few years ago!)
there was a discussion between love n arranged
marriage which at last was concluded by comparin
them waid a person who tries to commit suicide or
is being murdered.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Sardar Friend Se
Aaj Raat Mein Nahi Soun Ga.
Friend: Kyon?
Sardar: Khwaab Mein Pathan Se Larai Ho Gayi Hai.
Friend: To Kya Hua??
Sardar: Aaj Woh Bandy Le Kar Aye Ga.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Teacher santa sey Koi aisa jumla bnao jis mai
'MAGAR' 2 dafa istamaal hua ho,,,
santa:-
"Wo Mery aagy chal rahi thi or main us k"!!
'MAGAR'
'MAGAR'
by Pak101.com (few years ago!)
Ek student ne tamam sawalon k sahi jawab diye magr osy fail kar dia gya. Sawalon k jawab ye the
.
1.Tipu sultan kis larai man shaheed hoy?
Ans: apni last larai mn
.
2.Aelan-e-azadi par dastakhat kahn hoye?
Ans:safhay k aakhir mn
.
3 .Talaaq ki bari waja kia hoti he?
Ans: shadi
.
4 .daryae sind kahan behta he?
Ans:zameen par
.
5 .Aap 8 logon mn 3 aam kesy divide karen ge?
Ans:milk shake bana kar
;-(;-(theek to bataya tha .
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek Pathan SCHEME Wali Bottle ka Dhakan,Baar Baar Khol Kar Dekh Raha Tha.
Kisi Ne Pucha: Kya Hua?
Pathan: Khocha! Dhakkan Main Likha Hai "Try Again.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Santa Banta ki khoob pitai huyi.Par Q?Q ki Dono B’Day party me muft ka khana khatepakde Gaye aur kehne lage:...“Hum Ladki walo ki taraf se hai” :P
by Tanveer Hussain (few years ago!)
1 girl: Mai ameer ladke se hi shadi karungi
2nd :baju me jo ladka h usse shadi karle, wo ameer h
1st:kese
2nd: Uske muh se pyaj ki smell aa ri hai
by Pak101.com (few years ago!)
R u agree-
Call summary
Boy to boy= 00:00:59
Boy to mom= 00:10:30
Boy to dad= 00:02:36
Boy to girl= 01:15:01
Girl to girl= 00:29:59
Girl to boy= 00:00:05
by Zia Rasool (few years ago!)
Memon Apnay Betay Ki Kamyabi Per Khush Ho Kar Bola,
Mang Beta Jo Mangna Hay,
Beta: Aba Sochnay Kay Leyae 1 Min Dain. Thori Dair Baad Beta Bola:
Aba Mujhay Car Chaheay,
Memon: Beta Tum Nay 1 Min Manga Tha Woh Maen Nay Deydiyah Ab Aish Karo….:->
by Pak101.com (few years ago!)