Ghar main mera hukam chalta hai
Happy Sing: Ghar mai Mera he Hukam chalta h
Mai Kehta hon, Garam paani, woh le ati hai,
Dost: Garam pani kuon?
Happy: Usse Bartan Achay Dhultay hai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 1309 views
Similar Jokes
Husbend: Gaana Ga RaHa Tha Main Dunya Hila Dun Ga TEri Chahat Main,
_
Bv: Rahne Do Raat Ko Bed To Hila Ni Patey,
Dunya Kya Khak Hilaogy
by Mazhar Khan (few years ago!)
Kisi behri jahaz main kain log safar kar rehy the achanak aik chota sa bacha samandar main ja gira, jahaz main halchal mach gai, thori der bad aik nojawan bachy ko good main liye samandar se nikal aya. logo ne is ki bahadari ki tareef ki.& & &
Nojawan bola:”who sab to thek hay magar ye batao, ke muje Dhaka kis ne diya tha.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa- “Ab mai kisi ladki ke saamne shaadi ki
baat nahi rakhunga”
Banta- “Kyo… Kya phir kisi ne mana kar diya?”
Santa- “Nahi yaar, ek ladki ne sweekar kar liya hai”
by Pak101.com (few years ago!)
English Paper! Sardar ko jumly bnany thy.
1: "WHAT"
Tania ko Ali k saath daikh kar Asim k mathay par "WHAT" par gaey.
2: "KILL"
Arif ne deewar main "KILL" thoak k tasveer tang di.
3: "MY"
Hum ne ghar k kaamon k liye aik "MY" rahki hoi hai.
4: "DIG"
Paon phisal janay ki wajah se Aslam neher main "DIG" gya.
hahahahahahaha wah sardar G...
by Shafqat Ali (few years ago!)
Teacher:beta ap k papa ki karte hain?
Boy:jo mummy bolti hai.
by Sabir shah (few years ago!)
GOLU-Mera beta meri kahi har baat manta hai
MOLU- Are wah,Tumne ye kaise kar diya
GOLU-Maine use keh rakha hai jo ji me aaye karo
by Pak101.com (few years ago!)
Dhobi Ne 1 admi Ki Chaddi Thek Se Nhi Dhoyi,
admi Ne Chitthi Likh K Bheji
"KAPRE THEK SE DHOYA KARO"
Dhobi Ne Jawab Likh K Bheja
"CHOOTAR THEEK SE DHOYA KARO"
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek aadmi ko raaste mai patthar
mila..
Us par likha tha "isse palat do,
kuch ban jaoge
.
.
.
.
"Jaise hi usne palta dusri taraf
likha tha...
.
.
.
.
.
'Mubarak ho tum Bewkuf Ban
Gaye..
by Asim Raza (few years ago!)
Faqeer 2 Lady:
Khuda K Naam Pe Baji Mujhay 10 Rupay De Do
Warna Mujhay 1 Aisa Khofnaak Kaam Karna Paray Ga
Jis K Khayaal Se Hi Meri Rooh Kanp Jati Hai
Or Mere Rongtay Kharay Ho Jatay Hain
Lady Khofzada Ho K 10 Rupay Deti Hai
Or Dartay Dartay Poochti Hai Kon Sa Kaam Baba?
Faqeer: Mehnat Mazdoori.
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar: Doctor help me, mein jab baat karta huun to muje sirf awaazsunai deti hai, aadmi nahi dikhta.
Dr: Aaisa kab hota hai?
Sardar: Phone karte waqt.
by hearthackervsgirls (few years ago!)