Very tasty
Santa: Very Tasty, Aaj to tumhare ghar kheer kha
kar majja aa gaya
Banta: Agar Billi muhn nahi marti to Kheer aur bhi
achhi banti
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 946 views
Similar Jokes
Girl: aap Ka Mobile Bohat Acha Hey Kitney ka Liya
Boy: Race Mey Jeeta Hey
Girl: Wow Race Me Kitne Log They
Boy: 3 Police Waley 1 Mobile Shop Wala Or Main.:)
by Pak101.com (few years ago!)
Wife:-I will die.
Husband:- I will also die.
Wife:-tum kuen mero gay?
Husband:- because I can't bear that much happines
by Pak101.com (few years ago!)
Ek ladki apny boy friend ke saath nayi garri main long drive per jaa rahi thi achanak raastey mein larki kehnay lagi…..“suno ! kya tum aik haath se garri chala saktay ho?”
Kyu nahi.. ladke ne bade fakher se garden akraaii…
Aur phir larki ne aahista se kaha, “Toh phir doosray haath se apni naak saaf karlo”
by khalid hussain (few years ago!)
Teacher to Pappu:
Why are you late? All your classmates came to the class on time!
Pappu: Group me to kutte aate hain.. lekin SHER hamehsa akela aata hai sir!!
by Pak101.com (few years ago!)
Watch aur Wife me kya farak hota hai?
Funny Laloo: Watch bigadti hai to bandh ho jati hai. Wifei bigadati hai to shuru ho jati hai.
by Pak101.com (few years ago!)
'Pappu: Daddy idhar aa...
Maan: Aise nahin bolte beta, daddy ko izzat se bulate hai.
Pappu: Bapu, izzat ke sath idhar aaja.'
by Asim Raza (few years ago!)
Ladka Aur Ladki Dono Haath Mein Haath Daale Jaa Rahe The,
Usi Waqt Ek Shararti Bachha Aaya Aur Bola,
Bachha: “Bhaiya, Kal Wali Didi Jyada Bhadiya Thi”
by Pak101.com (few years ago!)
2 choohay darakht pe bethy thy nechy se ek haathi guzra
ek chooha hathi py ja gira...!!!
dosra chooha bola,
daba k rakh saalay ko, mein bhi aata hoon..
by Pak101.com (few years ago!)
Shiri Rehman Farmati hay
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
wah wah
Zardari hazir hay jooty ki saza panay ko
liken koi jutey say na mare mere dewane ko
by ubaid ur rehman (few years ago!)
FB page Admin hone ki sabse badi
problm....
.
.
.
.
Sari ladkiyo ko lagta ki iski to
pahle se hi girlfrnd hogi :-)
.
.
.
. .
.
.
.
.
.
.
.
Unko kya pata isee vajah se aaj
tak
single hu mai
by Pak101.com (few years ago!)