Reporter ne 1 zakhmi se pucha jab
Reporter ne 1 zakhmi se pucha jab BOMB gira.... "kya wo phat gya tha?"
Zakhmi gusse se:"Nahi..!wo raing kar mere paas aaya aur pyar se bola
by Pak101.com (few years ago!) / 858 views
Similar Jokes
Mom to bache:jo meri baat maany ga aur mere aage bilkul nai bole ka me use gift dun gi
chota bacha:lo g is tarah to sare gift abu k hon ge
by Sabir shah (few years ago!)
Ladka- Apni class fellow se, Tum paas ho gayi ho?
GirL- Haa bilkuL!
Ladka- to muh to meetha karwa do!
GirL- Kis se?
Ladka- Chalo kiss se he karwa do..
by Pak101.com (few years ago!)
) kiya hal ho ga yeh jan lo abhi
kiya hal ho ga yeh jan lo
abhi be wakat hai man jao
bury wakt ka say phaly man jao
WaRNa police waly khud he mana lay gy
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Naya pakistan downloading failed.
|
why?
Ganja virus detected,
by Sabir shah (few years ago!)
EK aadmi qabar k paas betha tha,
Musafir ne poocha DAR nahi lagta?
Aadmi bola is main DARNE ki kya baat hai?
Andar garmi lag rahi thi bahar aa gaya.
by Pak101.com (few years ago!)
SANTA: maine apni beti ka shaadi sirf 1500rs mein kiya.
BANTA: woh kaise?
SANTA: maine use 1500 ka ek mobile dilaaya. usne love marriage kar liya.
by Pak101.com (few years ago!)
Sante Ne 1 Makkhi Pakdi Or Pankh TodKar Bola: Ud Ja! Makkhi Nahi Udi!
Santa- Isse PROVE Hua Ki Makkhi K Pankh Tod Do To Wo Behri Ho Jati Hai..
by Pak101.com (few years ago!)
Sipahi santa: Sir Ye bandooq hai.
Officer: Ye bandooq nhi tumhari izzat or shan hai, tumhari maa hai maa.
Then Officer to a sipahi banta Singh: Tumhare hath me ye kya hai?
Banta: Sir, Ye santa ki maa hai or hamari aunty hai..!!
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Wife to Husband: Aap aaj khana paka rahe hain ya nahi?
Husband: Nahi na khana pakaon ga na kapre dhoun ga na safai karon ga.
Wife: Ok main MQM office main Phone ker ke bol deti hun, ke main jalsay main nahi aa rahi wo waja pochain ge to bata don gi
Husband: Aray nahi begum main to mazaq kar raha tha tum jao
by tanveer hussain (few years ago!)
Ek pagal khali paper ko bar bar choom raha tha
Doosra pagal: Ye kya hai?
Pahla: Love letter he
Doosra: Magar ye to khali he
Pahla: Aaj kal bol chaal band he :)
by Pak101.com (few years ago!)