Pathan K Sar Me Chot Lag Gae
Pathan K Sar Me Chot Lag Gae.
Nurse: Is Mein 7 Tanky Lage Ge
Pathan: Kitna Paisa Ly Ga
Nurse:Rs. 3000
Pathan:Baji Sirf Tanka Lagwana Hay Karhai Nahi Karwani.
by Pak101.com (few years ago!) / 951 views
Similar Jokes
Billi: Tum Kitnay Saal K Ho?
Hathi: 3 Saal Ka Hu.
Billi: 3 Saal K Ho Our Itnay Baray Kesay?
Hathi: Nido Peeta Hu.
Sehat Ki 10 Khoobiyo Wala.
Tumhari Umar Kya Ha?
Billi: 30 Saal.
Hathi: 30 Saal Ki Our Itni Choti?
Billi: Fair&lovely Use Karti Hu.
Umar Ka Pata Hi Nahi Chalta ;)
by Mazhar Khan (few years ago!)
NASA ne 4 Marathi babus ko Chand pe bhejne ka faisla kiya.
Magar Marathi babus adhe raste se hi vapis aa gaye.
Marathi Babus said: Aaj to AMAWAS hai na, Chand to hoga hi nahi..
by Pak101.com (few years ago!)
English class-kid: Me sleep with dad last night Madam corrected : NO beta,I slept with dad last night..
Kid : Aap mere sone k baad aayi hogi.
by Pak101.com (few years ago!)
Aik pathan ki cow gum ho geyi
Or woh report darj karane ke liye thaney geya
Sipahi ne report darj karte hoey poochaTumhari cow ki nishani kia hai
Pathan ne kahan k janab wohChalte hoey dum hilati hai
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Aik bewakoof ne apne dost se kaha : Main ne aaj railway walon ko bohat dhoka dia hai. Dost : acha woh kese ? Bewakoof : woh aise ke main ne wapsi ka tiket to khareed lea hai magar wapis geya hi nahin...
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Ek bar Laloo ji cycle chala rahe the, ke achanak cycle ek girl se takra gayi..
Girl shouted: Sala ghanti nahi maar sakta tha!
Funny Laloo: Behanji, poori sykil to maar di, ab ghanti alag se maroon?
by Pak101.com (few years ago!)
Log Kehte Hain K Badam Pistey Waghaira Khaney Se Dimagh Taiz Hota hai...
Ghalat Kehte Hain.
.
.
.
Kyon K Agar Aisa Hota to Aaj Sabse Aqalmand Pathan Hota.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Suppose Girls are genius
?
?
?
?
?
?
Hahahahahahahah
ahahahahhahahah a
Mere se to suppose bhi nhi ho
raha yar,
tum hi try karo
by Mazhar Khan (few years ago!)
Ek pathan pe
Bijli ki tar gir gaiy:
pathan tarp tarp k marne hi wala tha:
K:
Light chali gai,
pathan khushi
Se bola . .
Pakistan zindabad
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Aisaa Bhi Nahin Hai Kay
I Don’8 Like Ur Face
Per Dil Ky Computer Mein
Nahien Hai Enough Disk
Space
by @irha@ (few years ago!)