1 lat marun ga
Tom: sale! 1 laat marunga mumbai ja k girega!
John: mein marunga to america me girega!
Santa: bhai mujhe dhire se 1 LAAT maro..pas k
gaon jana hai
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 860 views
Similar Jokes
Malik Nokar Sey:
Jab Main Tum Par Ghusa Karta Hoon,
To Tum Apna Ghusa Kis Pe Nikalte Ho?
Nokar: Toilet Saf Kar K,
Malik: Kaise Saf Karte Ho…?
Nokar:
Ap K Tooth Brush Se..
by Mazhar Khan (few years ago!)
Teacher:
Agar Quiad Jinnah ek din k liye
Zinda ho jaye tu kiya karengy?
Student:
Mulk Zardari say lekar wafis Angrezon
Ko de dengy aur sorry b keh dengy!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Keh Do Un ParhNe WaLo Se,
Kabhi Hum Bhi ParHa Krte Thay,
Jitna SyLLabus Parh Kr Wo Top Krte hain,
Utna To Hum Choice Mein CH0R DIA KARTAY THAY. ;-)
by Mazhar Khan (few years ago!)
kehtey hain ek ladkii k padhne say saaara ghar taalim e yaafta hojaata Haii
Lekin
Ladki k college jaaney se jo dus ladke fail hojaatey hain...
...
USKA ZIMMEDAAR KAUN.
by Pak101.com (few years ago!)
Karachi main Light ka breakdown q hua..?
MQM: Taliban karachi main aa gaye hain.
PPPP: Ye jamhoriyat k khilaf sazish hai.
PML(N): Aaj adliya azad hoti to light na jati.
ANP: Light ki aarh main Pakhtoono ki nasal kashi ki ja rahi hai.
Students: Zaroor FARAZ ne taar kaata hoga :-D
by Abdul Sami (few years ago!)
Monday ko dosti,
Tuesday ko pyar,
Wednesday ko shaadi,
Thursday ko barbadi,
Friday ko fighting,
Saturday ko talaq,
Sunday ko rest,
Monday ko phir se talash.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Santa: bhagwan ka shukar hai ki India 14th August ko aazad nahi hua..
Banta: Kyun??
Santa: Are yaar, Phir hum 15th August kaise manaate ?
by Pak101.com (few years ago!)
At Age 3 We Start Study With Tears & At Age 23 We Finish Study With Tears…
1st Tears are Due to Fear of New Place & 2nd are Due to Missing Dears
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Larki apni Dadi se: Main school nahi jawongi. Rasty main larkay chairty hain
.
DADI: Bahany mat banawo, mai bhi usi raste se roz bazar jati hon, Mujhe to koi nahi chairta.
by Pak101.com (few years ago!)
Train mein TT Sadhu se bola: Kahan jana hai?
Sadhu: Jahan Ram ka janam hua tha. TT: Ticket hai?
Sadhu: Nahin TT: Chalo
Sadhu: Kahan?
TT: Jahan Krishan ka janam hua tha.. Jail mein
by Pak101.com (few years ago!)