Ek ChorEk GangsterAurEk Murderer
Ek Chor
Ek Gangster
Aur
Ek Murderer
Ek Hi Gadi Me Jaa Rahe The..
Tab
Wo Gadi Kaun Chala Raha Tha
?
?
Socho
?
?
Ek POLICE OFFICER..
by Tanveer Hussain (few years ago!) / 887 views
Similar Jokes
Modern Shadi
Larka Laki Ke
Father Se-Me Apki Beti
Ka Hath Mangne
Aaya Hun
Father - Q
Larka - Q K Mere Hath Thak
Gaye Ha Usy Msg
Kar Kar Ke......
by Sohail Malik (few years ago!)
Ek Ladka Gadhe Ke Samne Gir Gaya Ek Khubsurat Ladki Ne Dekha Aur Boli:
Kyun, Apne Bade Bhai Ke Paon Chhu Rahe Ho?
Ladka Bola: Ji Haan,Bhabi
by Pak101.com (few years ago!)
Dunya main woh kon si 2 cheezen hain jo ek doosray k baghair nahi reh saktin? Aur dono bekaar hain?
Socho
Aur Socho
Pathan aur Naswaar.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Sardar Engish k paper me fail ho gaya …!!
Due to following translations..?
1. main aam aadmi nai hon?
(I am not a mango man)
2. Sarda or garma phal hain?
(Colda & hota are fruits)
3.Mujhe b english aati he?
(English comes to me also)
4. Do or Do barabar chaar?
(Give & Give equal to four)
5.Mera taluq haripur hazara se hai?
(I am belong to greenpur thousanda)
6. Sarak par golian chal rahi hai?
(Tablets are walking on the road)
by hearthackervsgirls (few years ago!)
Arrange Marriage – Jab Ham Ja Rahe Ho Aur Achanak Se Saamp Kaat Le.
And
Love Marriage – Jab Ham Saamp Ke Paas Khud Jaake Bole, Le Beta Kaat Le- Kaat Le
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan In Crore-Pati
Amitabh : ' 9 0' se pehly kia
aata hy ... ??
Pathan kaafi dair
sochny k baad bola
Ayesha Manzil .
by Abdul Hannan (few years ago!)
Pati-vo khubsurat LADKI Muzko Has k Dekh rahi hai..
Patni-Pehle confrm kar,Has k dekh rahi hai Ya Dekh K Has Rahi hai...
by Pak101.com (few years ago!)
Doctor to injured patient:
Jab car ek lady chala rahi thi tu tumhe
road se duur chalna chayi tha.
.
.
.
... ... .
.
.
.
Patient: Kon sa road? Bhai me tu park
me leta hua tha...
by Pak101.com (few years ago!)
Pathan ki B.V bhaag gai 3 din baad wapis aaye:
Pathan ghusse se bola: Ab kya lene aayi ho?
Pathan ki BV boli:
"Main apne mobile ka charger bhool gai thi"
by Abdul Hannan (few years ago!)
Husband 2 Wife:
Parda Karlo Aagey Sindhiyon Ka Area Hai Thori Dair K Baad
Wife 2 Husband: Ab Tum Parda Karlo Aagey Pathano Ka Area Hay
by Pak101.com (few years ago!)