Pani Mein Gira Rumal To
Pani Mein Gira Rumal To Rumal Gila Hai,
Asman Mein Dekha To Asman Bhi Nila Hai,
.
.
.
Muhabbat To Sub Karty Hain Par.
.
.
.
Main Karon To Salaaa Character Dheela Hai…
by Mazhar Khan (few years ago!) / 961 views
Similar Jokes
Q-Insan or janwar k bacho me kya fark hota H
An-Ullu k bache bade hokar ullu,Gadhe k Gadhe Bante H
jb ki Insan k bache Gadhe,Ullu dono ban Skte H
by Pak101.com (few years ago!)
PRINCIPAL :Agar koi ladka girls hostel mein gaya
toh first time 100 Rs fine, 2nd time 200 Rs. Fine
and 3rd time 500.
MUNNA BHAI :Boley to Monthly paas ka kya lega
Mamu.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Docter :
santa jee Aap k gurday fail hogaye hain !
Santa : Ha Ha Ha
What a joke..
Mere gurday to kabhi school gaye hi nahi.
by Pak101.com (few years ago!)
5 bachon ki maan tesri shadi kar rahi thi.
Nikah k waqt chota bcha rone laga
or dolah dar k bhag gaya
kiun maan ne kaha chup ho ja warna agli baar sath nai lun gi
by Sabir shah (few years ago!)
Aadmi mango juice ka glass le kar baitha tha..!!
Dost aaya aur fataak se juice pee liya.!!!
Aadmi – Meri to yaar kismat he kharaab hai.. :(Beta fail ho gaya,
biwi dost ke saath bhag gayi,
ghar me chori ho gayi,
nal me paani nahi,
ghar me light nahi...
'
Ab juice me zehar daal ke peene ko rakha tha aur wo bhi tu pee gaya kaminey! :P :D
by Pak101.com (few years ago!)
Har insaan ko shaadi zaroor kar leni chahiye...
.
.
.
Akhir khushi hi to zindagi mein sab kuch nahin hoti
by Abdul Hannan (few years ago!)
Masjid mai elaan hogia ke
.
1 bacha mela hai JIN KA HAI, aa ke le jayen
.
1 Pathan jaldi agia owr bola: Mujhe bhi dikhawo "JIN" ka bacha kesa hota hai !
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Pappu school mn gadha le k aya
Miss:Ye gadha,Q laye ho?
Miss ap hi to Kehti hn K me ne bry bry gadho Ko insan bnaya hy
To me ne socha is ki b"life bn jae gi .?
by Pak101.com (few years ago!)
Main Ne Jo Apni Girl Friend Ko Kaha
Kay PARDAY Mein Raha Karo Jaan.
Us Ne Police Ko Keh Diya
My Boy Friend Iz Taalibaan.
(‘.’)
//”/\ Oh Teri
_/”\_ Khair.
by Hader Maher (few years ago!)
Arranged marriage is Like u are walking
&
unfortunately a snake bites u…..!!
.
.
.
.
.
.Love marriage is
.
.
.
.
Dancing in front of a cobra & say
Kaat ..kaat ..kaat naaa..
by Mazhar Khan (few years ago!)