Mr.See and Mr.Saw
Mr.See and Mr.Saw.
One_day Mr.see saw sea & Mr.saw didnt see sea. See saw sea & jumped in sea. Saw didnt see sea but jumped in sea. See saw saw in sea & saw saw see in sea. See saw both saw sea and both saw and see were happy to see sea.
.
.
.
.
Aisy status bhi prha kren is se dimagh ki TUNNING hoti hy..!
by Mazhar Khan (few years ago!) / 828 views
Similar Jokes
Boy : Mein tumhay gallay lga Sakta hoo, withOut touching !
.
Girl : Impossible
.
Boy : Lagi shartt ek “Pepsi” Ki ??
.
Girl : Ok
.
Boy ne zor Se gallay lgaya …
.
Girl : Hey ! You touched me
.
.
.
Boy : han to ro q rahi ho???
laa rha hoo na pepsi..
by Mohammad Ali (few years ago!)
MAA=beta kya kar rhe ho...?
BETA=pdh raha hu.
MAA=excelent ! kya pdh rhe ho...?
BETA=ji...GIRL FRIEND ke message.
by Pak101.com (few years ago!)
Santa ne apne 6 month k baby ki birthday party
arrange kr li,
Kisi ne pucha:
6 month k baby ka brthday kese?
Santa: hum semester system ko follow karte h
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Snta apne Beemar baap se-Papa aapko marnay k bad Dafnaya Jaye ya Jalaya Jaye?
Papa-Beta Mujh se na Pucho, Mujhe Surprise Dena
by Pak101.com (few years ago!)
Sardar:
Yaar Aaj Mujhay Ajeeb Msg Aaya
Or Mera Mobile Off Hogaya.
Pathan:
Aisa Konsa Msg Aya?
Sardar:
Battery Low.
Pathan:
Send Kar…
Sabko Tng Karengy.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Rancho : "1 Over me kitni Ball Fenki jati hai??"
Virus : "6 Balls"
Rancho : "Galat Jawab, 1 Over me 1 hi Ball 6 times fanki jati hai."
Think Differnt.
by Pak101.com (few years ago!)
Girl- I wanna breakup with u,give me my love letters back!!!!
..
..
.
.
... .
.
Boy-(next day) come with a bag full of love letters and told girl- find out yours and get lost!!!!
by Pak101.com (few years ago!)
Chupke se parhna ye ak Ganda SMS hy. .
.
.
.
.
.
.
Ak larka ak larki se milny jata hy. .
.
.
.
Aur !
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Wo Gobar main Gir jata hy. . .
.
.
Cheee cheee
cheee
Dekha kitna ganda SMS hy..:P:P
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sardar's Daugher: Abba Kal Hamary ghar se 1 banda kam ho jayega
.
Dosre din larki ghar se bhag gayi
.
Sardar: Larki ne kaam tu acha nahi ki…….. Par thi wo Najoomi
by hearthackervsgirls (few years ago!)
12 Saal K Ladke Ne 20 Saal Ki Ladki Ko Phool Dia
Ladki Ne Kiss Dia
Wo Ghabra K Bhaga
... Ladki Ne Pucha:
Kya Huaaaaaaaaaaaaa
Ladka:
Guldasta Le K Aa Raha Huuuuuuuuuuun ;)
by Pak101.com (few years ago!)