Arey, tune 500 saal puraani
Maalik: arey, tune 500 saal puraani ghadi thod dee hai.
naukar: bach gaya saab, main to samjha yeh nayaa hai
by Pak101.com (few years ago!) / 997 views
Similar Jokes
Pathan : Humne Aik Aisa Cheez Banaya Hai Jiske Zareye Deewar Ki Dusri Taraf Dekha Ja Sakta Hai,
Scientist: Wo Kya Cheez Banaya Hai Tumne?
Pathan: "SORAKH"
by Pak101.com (few years ago!)
SomeOne..
MiSSES U..
NeeDS U..
Worries About U
Lonely Without U
Guess Who?
THE MONKEY IN
... THE ZOO ...
by Mazhar Khan (few years ago!)
Strange man to a boy: Tu Ramesh ka ladka hai?
Boy: Nahi .
Next day again..
Strange man: Tu Ramesh ka ladka hai?Boy: Nahi.
Next day, unka accident ek car se hua, in the Hospital..
Man: Tu Ramesh ka ladka hai?
Boy ek Doctor se: Doctor ye mujhe pareshan kar raha hai "tu Ramesh ka ladka hai" puch puck ke..
Doctor: Toh tu kehde na ki too Ramesh ka ladka hai..
Kuch der baad phir se..
Man: Tu Ramesh ka ladka hai?
Boy: Haan.
Man: Lagta to nahi hai.
by Pak101.com (few years ago!)
santa:- yaar bahut raat ho gyi h,
aaj raat ko yahi ruk ja,
subah chala jaio.
Banta:- theek h yaar,
fir main ghar se night dress le ata hu.
by Pak101.com (few years ago!)
Gabar: Sambha Gande..
Sambha: Tu Ganda tera pura Khandaan Ganda Saale.
Gabar: Sambha!! Namakharam GUN-DE-GUN
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Shadi Mein Achanak
Kahin se Ek JINN Aa Gaya..!
Jinn ko Dekhte Hi;
Larkiyon ki Cheekheyn Nikal Gayin,
......
Wahan par Ek BABA Jee bhi the,
Unhon ne Larkiyon ko Kaha ke:
"Sari Larkiyan Mun'h Dho Len.."
Jab Woh Sab Mun'h Dho Kar Ayin to;
"JINN ki Cheekheyn Nikal Gayin.." :O :-P :D
by Raju (few years ago!)
Yeh 8 Baatein Kisi Ke Dil Mein Aapki Izzat Barha Saktein Hain:
1) SALAAM Karna.
2) Kisi Ko Jaga Dena.
3) Asal Naam Se Pukaarna.
4) Bilawaja Behes Na Karna.
5) Dosray Ki Baat Bhi Tahamul Se Sunna.
6) Apni Ghalti Tasleem Karna.
7) Bina Bolay Rs1000 Ka Balance Share Karna.
8)7th point Pe Ziada Dehaan Dena.
by Mazhar Khan (few years ago!)
Fakeer: 1 Rupia dede Baba
Aadmi:
Sharam Nai Ati itnay hattay kattay khubsurat
nojawan ho k bheek mangtay ho
fakeer:Acha pher apni behan ka rishta day de.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Wife: Kal Aap Ne Girlfriend K Saath Movie Dekhi..??
Husband: Kya Karein,
;
;
...;
;
;
;
;
;
;
;
;
Aaj Kal Ki Movie Biwi Bachon Ya Family Ke Saath Dekhne Laayakh Kaha Hai.;-)
by Pak101.com (few years ago!)
Snta-Muje Sanskrit Sikha do
Pndit-Q?
Snta-Devtao ki Bhasha h Swarg Me Kaam Aygi
P-Agr Narq Gya To?
Snta-Gaalio ka diploma Delhi Belly se kr lia h!
by Tanveer Hussain (few years ago!)