Me 20 saal ka ho gaya
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak mujhse koi ladki nai pati.
.
.
.
.
.
Ye hai aam jindagi.:-|
.
.
.
.
Me 20 saal ka ho gaya,
par aaj tak koi ladki mujhe nahi pata saki:-P
.
.
.
Ye hai mentos jindagi:-P
.
Mentos khao dimag ki batti jalao
by Mazhar Khan (few years ago!) / 868 views
Similar Jokes
A sardarji went to a
STD/ISD/PCO SHOP and
slapped the operator twice.
Guess why ?
bcoz there it was written
Number dial karnay se pehley do lagain.
by Pak101.com (few years ago!)
Dost:mera dil bahut bara hai.
Sardar:kiun tu ne hathi ka dil to fit nai karwa lia hai.
by Sabir shah (few years ago!)
Ek ladka ladki ko dekhne gaya
.
.
.
Ladke ne english me baat karne ki sochi Aur bola- English chalti hai na ?
.
.
.
Ladki sharmate hue-
.
.
.
.
SODA saath ho to DESI bhi chalti hai
by Mazhar Khan (few years ago!)
Women's Day Par 1 Larki Ne Pathan Se Kaha Apko Pata Hai Aj Women's Day Hai?
Pathan Ghabra K Bola:
Kamaal Hai, Jab Hum Ghar Se Nikla Tab To WEDNESDAY Tha.
by Abdul Hannan (few years ago!)
1 Pathaan Cinema Mai Film Deakh Raha Thaa
Film Mai 1 Shair Dowarty Howay Araha Thay
Pathaan Ne Dekha Tu Dar Gia
Owr Apni Chadir KaNdhy Paa Dal Ker Bhaagnay Laga
Logoun Nay Kaha: Khan Sahib Maat Daro
Yaah Tu Film Hai
Pathaan: Woh Tu Mujh Ko Bhi Pata Hai Kay Yai Film Hai
Lekin Wo Tu Janwar Ha
Usko Kiya Pata.
by Haris abbas Qureshi (few years ago!)
Tum chand se khoobsoorat ho sitaron se poch lo,
Tum phoolon se khobsoorat ho baharon se poch lo,
Tum Aishwariya se bhi KhoobSoorat ho,
Pathanon se poch lo.{P)}
by Abdul Hannan (few years ago!)
GOLU apni billi ko lekar exam dene ja raha tha.
MOLU:-ye billi ko lekar kha ja rhe ho.?
GOLU:-exam dene.
MOLU:-koun sa..?
GOLU:-"CAT" ka.
by Pak101.com (few years ago!)
Madam:?Lecture kesa hona chahye???Student:?"AP K DRESS JESA"??Madam:What???Student:?I mean k zaruri chezein cover hojaen or sb ka interest b Qaim rahy.
by Muneeb Alam (few years ago!)
English Paper! Sardar ko jumly bnany thy.
1: "WHAT"
Tania ko Ali k saath daikh kar Asim k mathay par "WHAT" par gaey.
2: "KILL"
Arif ne deewar main "KILL" thoak k tasveer tang di.
3: "MY"
Hum ne ghar k kaamon k liye aik "MY" rahki hoi hai.
4: "DIG"
Paon phisal janay ki wajah se Aslam neher main "DIG" gya.
hahahahahahaha wah sardar G...
by Shafqat Ali (few years ago!)
Memon Apne Kamre Ko Paint Ker Raha Tha..
Us ne Sirf Chhat Ko
"White" Paint Kiya..!
Aur
Baqi Deewaron Pe Likh Diya..
.
.
.
.
.
.
.
.
."Same As Above":
by Pak101.com (few years ago!)