Lub pe aati hy dua ban k
Lub pe ÅÅti hy duÅ bÅn k tamanna meri,
Sim band hojae allah kare teri,
Dur Dunya me mere sms se ujala hojae,
Jo muje sms na kare uska rang kala hojae,
Hy mera kam faqiro ko sms karna,
Knjuso or garibo k inbox bhrna,
Mere Allah inhe b ab gerat ajae,
Ye sms parhte hi inka b sms ajae…
by Mazhar Khan (few years ago!) / 833 views
Similar Jokes
Try dis
think a no. b/w 1-9
Now add 5 to it
Multiply by 2
Add 5
Sub 3
multiply by 5
add 8
Write the num on paper.
Ab uska jahaz bana ke hawa main urao;-)
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ladkiyo me aur Pepsi me kya similarity
hai ??.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Answer:” both are Cool, Sweet..sab pasand
karte hai
aurMost important similarity; is,
dimag wali jagah
dhakkan hai..:
by Mohammad Ali (few years ago!)
Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus aaye, Kya
tumhe pata nahi tha ki mein naha raha hoon?
Naukar: Hazur galti ho gayi, mein samjha tha
begum sahiba hai.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Pathan ka Gadha Gum hogaya: Wo khushi Me nachne Laga. 1 Aadmi Ne pocha is me khushi ki kia baat hy? Pathan: O yara agar ham gadhe pe betha Hota To Ham b Gum hojata.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Ek Hindu ki Lottery Mai PARIS ka Tour Nikla
Usne apni BV ko phone kya:
“Janu mere Sath Paris chalo gi?”
BV Khushi se boli:
“Yes, Bilkul, Paris Jana to mera khuwab tha, Zarur chalu gi. Par Aap kon bol rhe hain?”
by Pak101.com (few years ago!)
Jab tum is duniya se jaoge,
Door kahin ek naya janam paoge,
Is baar jo hua bahut bura hua,
Agli baar tum ek lambi pooch
aur chaar taang paoge.
by Tanveer Hussain (few years ago!)
7 sadhu 7 chatai per dhyaan lagakar baithe the.
Ek Aadmi aata hain aur sabse bujurg sadhu ko
Pranam kar poochta hain
Maharaj ladki nahi pat rahi hai.. kya Karu?
Woh sadhu sabse chote sadhu ko pukarta hain
Aur kehtaa hain.. chotu ek aur chatai laga de
beta..
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Zaalim MQM Ki Darindagi Ka
1 Or Jeeta Jagta Saboot
Karachi Me Queta Hotel K
3 Masom Pathano
Se
Naswaar Cheen Li Teeno Pathano Ne Tarap Tarap Kar Jaan De Di
by Pak101.com (few years ago!)
Bottle main Pepsi say zyaada....
Used Socks main smell say bhi zyaadaa....
Adnan Sami main charbi say zyaada...
Mithai main sweet say zyaada...
Pakistan main coruption say zzyaada...
I LOV U
by Mazhar Khan (few years ago!)
Sahil ki Geeli Rait Par,
Maine Us Se Poocha,
Tu Bolta Kyon Nahi,
Wo Palken Jhuka Kar Muskura Diya,
Or.
Rait Per Likha.
.
.
.
Main Goonga Hon. :-)
by Mazhar Khan (few years ago!)