dhobi ka kutta na ghar ka na
Teacher: "dhobi ka kutta na ghar ka na ghat ka" ab aisa 1 aur sentence banao.....
Student:sania ka baccha na india ka na pak ka !
by Pak101.com (few years ago!) / 982 views
Similar Jokes
Ek pathan ko school main techear ne kaha:
Translet into english
(Ham Sab Umeed Se Hain)
Pathan:
We are all Pregnant.
by Abdul Hannan (few years ago!)
Teacher: Jiss Bachy Nay Ajj Adha Sabaq Yaad Kai
Hay Who Mere hath pe kiss kar sakta hay
Aur Jiss Nay Ajj Pora Sabaq Yaad Kai
Hay Who Mere Gall pe kiss kar sakta hay
Student: Miss App Muje Break Time me Millain main ne
by Pak101.com (few years ago!)
1 Pathan apny Jaib mai Pathar dal ke Ja raha tha
.
Kesi ne pocha: Esa kion kar rahy ho?
.
Pathan: es dunia mai us ki Qadar hoti hai, jes ki Jaib bhaari hoti hai.
by Mohammad Awais Rashid (few years ago!)
Doctor Says To Pathan:
Appka Aur Aapki Biwi Ka Blood Group Ek Hi Hai?
Pathan:
Hoga Zaror Hoga;
25 Saal Se Amara Koon Peeta Aay..!
by Tanveer Hussain (few years ago!)
A Boy Was Going With His Girl Friend
Friend Asked : Who Is She?
Boy : My Cousin.
The Frend Said: Last Year She Was My Cousin.! :D
by Mazhar Khan (few years ago!)
Elaan-e-Aam
Apni Zakaat, Khairaat, Sadqat,
Aur qurbani ki khaalen, WAPDA ko dijiye.
Is se aapki Aakhirat aur Dunya roshan ho jayegi.Fu
by Pak101.com (few years ago!)
Hansi ko IÑBÖX
Anso ko ÖUTBÖX
Gusay ko HÖLD
Muskan ko SÉÑT
Help ko ÖK
Dil ko VIBRÄTÉ kro
Phr dekho zindgi ki RIÑG TØÑÉ
kesi pyari mehsos hogi.
by Abdul Sami (few years ago!)
Muqadar main raat ki nend nahi to kya hua…
Hum bhi muqadr ko dhoka de kar din ko so jatay hain..
(‘,’)/ Oh my God
<) ( I am SO INTELLIGENT NA
_/ \_
by khalid hussain (few years ago!)
Har insaan ko shaadi zaroor kar leni chahiye...
.
.
.
Akhir khushi hi to zindagi mein sab kuch nahin hoti
by Abdul Hannan (few years ago!)
Father To Son After Exam:
Let Me See Ur Report Card
Son:
My Friend Just Borrowed It
He Wants To Scare His Parents
by Pak101.com (few years ago!)