Aj Kal Ke Bache
Aajkal k bacche.
.
Maa : Beta, Kya Kr Rahe Ho ?
.
.
Beta : Padh Raha Hu..
.
.
Maa: Wah Excellent…!!!
Kya Padh Rahe Ho..
.
Beta : Aapki Hone Wali BAHU Ke Messages.
by Mazhar Khan (few years ago!) / 1298 views
Similar Jokes
Santa:Judg saab,mujhe TALAAQ chahiye,meri biwi ne 1saal se mujhse baat nahi ki
Judge:1bar phir sochle beta,aisi biwi nasib walon ko milti hE
by Pak101.com (few years ago!)
Teacher:Beta Tumhare Abbu Kia Karte Hain??
Pappu:Jo Ammi Kehti Hain..:-
by Pak101.com (few years ago!)
Ek Pathan ki Chappal kisi ne Chura li,
Woh Seedha Qabristan Pohancha Aur Wahan Baith kar Kehne laga:
Chor ko Kaha Dhonda Jaye 1 na 1 Din to Yahan Aayega na.
by Abdul Hannan (few years ago!)
‘*KANWARA GHAZAL *
Ay Sard Sard Raat Mujhe “Bivi” Chahiye
Karni Hy Dil Ki Baat Mujhe “Bivi” Chahiye
Uljhi Hui Firaq Ki Raaton K Darmeyan
Tanha Hy Meri Zat Mujhe “Bivi” Chahiye
Bachpan Ki Zid Nahi Jawani Ki Bat Hy
Ay Merey lovly Maan baap Mujhe “Bivi”Chahiye
Chehry Sy Berukhi Ka Naqab Utar Do
Ab Maan Jao Bat Mujhe “Bivi” Chahiye
Dekhi Hy Main Ne Dulhan Mujhe braat Chahiye
kr di he akhri baat Mujhe “Bivi” Chahye
Dedicated to all kanwara
by Mazhar Khan (few years ago!)
Santa: Tu To Office Me Bada Sher Bana Ghumta Hai, Ghar Me Kya Ho Jata H?
Banta: Hota To Sher Hi Hu,
Bas "Durga" Sawar Ho Jati He !!
by Pak101.com (few years ago!)
Santa: kahaa gayaa thaa yaar?
Banta: girlfriend ke saath movie dekhne
Santa: kitna kharchaa huaa?
Banta: 500 Rs
Santa: itnaa huaa kya?
Banta: kya karu? uske paas itnaa hee thaa yaar
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ek lady apne boyfriend ke sath ghum rahi thi ke itne me uska husband aa gaya or bf ko marne laga
Lady- Maar gadhe ko, apni biwi ko to gumata nahi dusron ki biwi ghumane le aate hai.
( itne me bf ko josh aaya or wo hsbnd ko marne laga )
lady- maar sale ko, na khud ghumane le jata hai na kisi or ko ghumane deta hai. :)
by Raju (few years ago!)
Santa:yar tune jis ladki ko naadi me dubne se bachaya tha usne fasi laga li hai.
banta:pagal hai kya use toh maine sukhne k liye tang diya tha
by Tanveer Hussain (few years ago!)
Ladki Ne Ghar Se bhaag K Shadi Ki..
5 din baad Wo Rote Hue Lauti
.
.
Dad: Ab Kyun aayi Ho ??
.
.
.
.
Ladki: Papa Wo BMW ka driver Nikla,
Iphone bhi China Wala Tha…
by Aurangzeb Khan Tunio (few years ago!)
Happy Sing: Ghar mai Mera he Hukam chalta h
Mai Kehta hon, Garam paani, woh le ati hai,
Dost: Garam pani kuon?
Happy: Usse Bartan Achay Dhultay hai
by Tanveer Hussain (few years ago!)